Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa know I understand
by nature farsi bolnay walay log sab say ziyada khush ikhlaak hotay hain.yeh Log apnay kam se kam rakhtay hain Na aapkay achay say inko koi ghraz na buray say. Apni Life main hi busy hotay hain I think Nature main sab say Achay log Helmand k hotay hain jo kay farsi boltay hain. yaa Waisay achay aur buray Log har jagah hotay hain. aur aadat main achay nahi hotay means bad Ikhlaq hotay hain?
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Yaa Right Sir Showoff is the biggest reason for this kyunki Buhat kam Log hotay hain Jo logo ki baaton ki taraf dehaan nahi daitay aur Kinat pasandi ki rah apnatay hain...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa per I think kabhi kabhaar cable operators ko bhi apna talent azmanay ka mauka dena chahiye yaa for Example maan lejeye woh 10% kamyaab huay tho is tarah hamari kamyaabi 90% bani lolz
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa Bilkul free Third book kay writer hain Hafez Abdul shakoor sahab Agar aap nay yeh book parhni hain tho I can give you the link farsi...hmm samajh main aati hain thori bolni bhi aati hain per complete nahi. Afghani and Irani farsi main thora buhat fark hain.
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ok right Hum aaj kal Free hain yaa first book thi Pashto Second hain qasasul Anbiya by Ibn e Kathir Third book is RasoolAllah salalahu Alaihi Wa alehi Wasalim Kay Aansoo Aik 2nd year ki book dhoondh rahay hain us main say aik chapter chahiye tha per na book Mili na Chapter Yaa Sorry Hum bhool gaye thay...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa Right Sir... yaa pehlay yehi poocha jaata hain k mehengi thi ya nahi. yaa iska comparison both male n female main paya jata hain,per Baat yeh hain kay Aksar girls buhat showoff karti hain aur Normally girls main buhat jealousy hoti hain jealuosy males main bhi hoti hain per woh zahir nahi kartay jabkay girls ki baaton say pata chal jata hain k she is feeling jealous... so agar Koi kisi ko kahain k aap k paas tho yeh nahi hain woh nahi Agar woh insaan apni mojooda life main khush bhi hain tho woh sochnay pe majboor ho jayengay k Really hamray paas yeh kyun nahi baki sab k paas tho hain. So I mean Showoff in the society bhi iska Reason hain.
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
London_Girl said:
What "Mother" Means
"Mother" is such a simple word, But to me there’s meaning seldom heard. For everything I am today, My mother’s love showed me the way.
I’ll love my mother all my days, For enriching my life in so many ways. She set me straight and then set me free, And that’s what the word "mother" means to me.
Thanks for being a wonderful mother, Mom!
Assalam O Alaikum Buhat Khoobsurat Dil se Alhamdulilah Thank you Allah swt For Our Mothers...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
~CHANDNI~ said:
MAAA .....tery azmat ko salam nice topic SS
ham maa kay kise kiseahsan ka shokar ada kary
ham to un kay akk raat jagny na hi ahsann nahi otar sakty sary umer
i love my MOther
maa mogh say anjany may jo ghaltyho gay ho moghy maff kar dooo
Assalam O Alaikum Thanks.. yaa Hum Kabhi bhi unka haqq ada nahi kar paingay per InshAllah Allah swt say Dua hain k woh hamari Mothers and Fathers ka sayaa Hamesha hamaray Saro pe kaim rakhay Ameen...!