Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa Right dekhain jahan tak woh kisi ko nuksan na puhunchaye its fine yeh unki marzi k woh kis tarah ka Life style apnatay hain. per aap kay Mind main yehi hoga kay Sab Afghani aisay hotay hain log kuch bhi kehtay ho per jab tak aap un ko khud na dekh lay,jaan lay tab aapko sahi tarah pata chalay ga k Afghani Loag kaisay hain. To be honest Afghani Loag buhat achay hotay hain specially kabaili pathan Buhat mehman nawaz aur Dildaar loag hotay hain
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Bismillahi Rahmaan Nir Raheem *SubhanAllah *Alhamdulilah *La Illaha Illaha *Allahu Akbar *la Illaha Illalahu Muhammad Ur RasoolAllah *Allahuma SaleAlla sayedina Muhammadin Wa Ala Aalihi wa Sahbihi wasalim ...!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Yaa Right Sir baar baar ehsaas dilanay say bhi Insaan k dil o dimagh main yeh baat baith jati hain yeh Asian countries main buhat ziyada hota hain Aik person ko dosray person say Wealth n Income may Compare kiya jata hain k Unkay paas tho yeh hain aap kay paas kyun nahi etc... Isi liye kabhi kisi ko aisi baat nahi kehni cahahiye Our two words of Kindness and Support can make a big difference....!
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa very true Dear Friend Hamaray nafs kamzoor hain Jab koi insaan pehli baar koi gunah karta hain Allah swt unko us gunah pe nahi pakartay Allah swt unhain dheel daitay jatay hain k yeh banda tauba karayga per jab woh insaan phir bhi nahi sudharta tho phir Allah swt apna Hukum sadir farma daitay hain In logo ko jo dosron pe zulm kar rahay hain Allah swt unhain dheel daitay ja rahay hain Per jis din Allah swt nay unhain pakarr Liya That day will be Horrible....
Age: 125
7064 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Dialogue...... Mother In law of Miss Paro: Naye Dulhan is haweli main wakt thora Mushkil say kat'ta hain... Miss paro: Nahi sasoo Maa! yahan tho wakt bari jaldi say guzarta hain,dekhain na abhi kuch dair pehlay hum is haweli ki naye Dulhan thay aur ab Chotti Maa Naye Dulhan say chotti maa tak ka safar hum nay chand hi palon main tay kar Liyaa....................!