Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum yaa Cricket matches main commercial break hamaray area k cable operators Match k doran Apnay commercials Start kar daitay hain Jo aik normal insaan ko pagal bananay k liye kafi hotay hain.
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum JazakAllah khair...
*Sahih Bukhari Volume 9, Book 93, Number 479: Narrated Abu Huraira:
The Prophet said, "On the Day of Resurrection Allah will hold the whole earth and fold the heaven with His right hand and say, 'I am the King: where are the kings of the earth?" '
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:
yeh nafs hi hai jis ki wajah sai ziada panay ki khawahish hai.. society ka showoff aur media bhi... is kay ilawa bhi boht sai awamil kar-farma hai... jesay ham nay khud ko saholaton ka adi bana lia hai.. keh un kay baghair jesay zinda rehna hi na-mumkin hai...
insaan ki apni family ka bhi is mai boht amal dakhal hota hai... showoff na bhi ho to dosray sai comparison kar kay insaan main khud ba khud yeh ziada ki khawahish jaag jati hai..
its very hard to discuss this topic specifically... baat kahan ki kahan nikal jati hai..
Assalam O Alaikum yaa Buhat saray awamil hain we all friends were discussing it in class Like aik ghareeb family hain woh apni Life main khush hain per unkay aas paas rehnay walay log hamesha unhain unki ghareebi ka ehsaas dilatay hain Mean You have no car etc so unki batein unhain ehsaas e mehroomi dey jaati hain Jabkay unho nay kabhi personally isko mehsoos nahi kiya.
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
Right I think Agar Israel aik islami mulk hota tho kya yeh Non Muslim Leaders isko aisay hi chor daitay Agar Israel aik Islami Mulk hota tho Uska haal Bhi Aj Iraq,palestine ya Afghanistan jaisa hota.
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
yaa Right jaisay News pe aata hain k falah Player ko president nay kitnay lakh Rupees diye unki umda Performance k liye So Hum Kabhi kabhaar sochtay hain kay Yeh Paisa tho Awaam aur Mulk ka hain Yeh President ko kya Haq banta hain yeh paisa awaam kay tax say aata hain so isay awaam pe hi kharch hona chaiye na kay Kisi Film actor ya Sports player pe.
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
Assalam O Alaikum Really true Wakai hum apni zubaan ko bholtay ja rahay hain To be Honest agar Hum Afghanistan main Wahan pe rehnay walay pathano say Pashto main baat karna shoru kardey Tho I think kisi ko bhi hamari baat samajh nahi ayegi Kyunki Hum pashto main Urdu k buhat words use kartay hain.
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Kadam Kadam Pe Pyaron Ne Sath Chordia Zarorat Parne Pe Yaroon Ne Sath Chordia Wada Kiya Tha Sitaron Ne Bhi Sath Dene Ka Subha Hote He Sitaron Ne Sath Chordia Hmmm Akhir main Miss paro tho kya Miss chander mukhi nay bhi saath chor diyaa lolz
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum really beautiful Topic Thanks
Gardishain laut jaati hain meri balaein lay kar Ghar say jab Nikalta hoon meri maa ki duaein lay kar Labon pe uskay kabhi bad dua nahi hoti Aik maa hi hain jo Mujh say khafa nahi Hoti
I salute to All the Mothers All over the world
*Your arms were always open when I needed a hug. Your heart understood when I needed a friend. Your gentle eyes were stern when I needed a lesson. Your strength and love has guided me everywhere in Life I am Thankful to you for All your love ,Care and Support I Love you My Princess.......
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
sun_shine said:
yaa Thats good jinho nay aik baar aisa kiya un k liye doosri baar karna kya mushkil ho sakta hain
bilkul aur yahan trust torna kuch aisa mushkil kaam nhi baaz auqat apko kisi ki asliyat sirf aik lafz ya line se pata chal jati hai phr apna time aur dumagh kharab kion kya jaye kisi pe trust kar k:)
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum JazakAllah Khair
*Sahih Bukhari Volume 2, Book 13, Number 56: Narrated Abu Huraira:
Allah's Apostle (p.b.u.h) said, "When the Imam is delivering the Khutba, and you ask your companion to keep quiet and listen, then no doubt you have done an evil act."