Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum Buhat khoobsurat Columns hain. About the 1st coulumn: yaa right hum hamesha Govt pe tankeed kartay hain kay Govt ko aisa karna chahiye ya waisay karna chahiye per hum personally khud bhi apnay faraiz say na insafi kartay hain. Law banana asaan hain per is pe amal daramad karna aur karwana Mushkil hain.
2nd Column: yaa jab society main na insaafi barh jati hain aur phir koi umeed nahi hoti tho log wohi raah ikhtiyaar kartay hain jo Mr.Hassan nay ki. yaa i really admire Hizbollah Hum Muslims soye huay hain pata nahi kab jagaingay. May Allah swt guide us ameen Is maukay per hamain Shaheed Sheikh yaseen ki aik baat yaad aaye jo unho nay kahi thi kay: Where are the Muslim people's sponsors? Where are its kings? Where are its leaders? The Muslim people is calling upon you, Jerusalem is appealing to you, will anyone answer? 3rd Column: yaa thats really nice yeh column parh kar kaafi acha laga. Insaaf Zindabaad.......!
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
~CHANDNI~ said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum How are you All? A new topic from My Side Ghussa ya Anger Ghussa normally sabko aata hain Agar Aap ko Ghussa aata hain tho Aap kya kartay hain ya Aap kis tarah apnay Ghussay ko control kartay hain? I have heard from many people k jab unhain ghussa aata hain tho woh cheezain tortay hain yaa loud Music suntay hain etc.... Ghussay main Aap kya kartay hain? So Lets Start ............... .................... ..........................!
nice tOpic moghy gussa ata hay
BUt normaly may cantrol kar layty hoon pr ager baar limt say bahir ho jay
to bass meryhad par ho jaty hay phir pata nahi chalta samny kon bichara thaaaaaaaa
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:
jesa baat ho wesa ghussa hota hai... INTELLIGUSSA agar choti bat ho to kam... bari baat ho to ziada... ghussay mai kya karta hain.... sirf ghussa hi kartay hain... mostly smile aati hai face per... aur thori dair mai shaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaant....
Assalam O Alaikum Ok thats right thoray ghussay aur ziyada ghussay ka dorania kitna hota hain?
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said:
gussey main chup ho jana sahi nahi hai..is tarah gussa bharta jayega..chahiye key nikal do gussa means jiski waja sey gussa aya us sey baat karo
personally I think yeh aik adat hain agar aapki adat hain k aap ghussa nikaltay hain tho phir yeh aadat kaim rehti hain per agar aap try karain ghussa bardasht karnay ki tab yeh hi aapki adat ban jati hain.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
rapunzel said:
Waalaikum assalam fine wht abt u really nice topic Ss
lolz mein aik hi kam karti hon 90% ghusa nhi nikalti chup ho jati hon cheezain mein ne kabhi nh torri chahe jitna marzi ghusa aye aur roti hon dheer sa phr normal ho jati hon Boycott hota hai meri taraf se
Alhamdulilah fine. yaa khamoshi ghussay ka behtareen ilaaj hain yaa Girls ziyada tar roti hain. But its good k aap cheezain nahi torti aur khamoshi ikhtiyaar karti hain.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said:
walekum salaam..me fine..u? mujhe jab gussa ata hai tu gazab wala...jab tak main bol na doon means jis baat ki waja sey gussa aya tu tab tak thanda nahi hota..main galiyan nahi deta gussay main
Alhamdulilah fine. oh Mean ghussay ki waja batatay hain? yaa thats good Galiyaan buri aadat hain.
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said:
sun_shine said:
BadShaH1 said:
sun_shine said:
BadShaH1 said:
wt abt u?
hamara ghussa kaafi dangerous hota hain 5 minutes k liye hota hain per buhat shadeed kisam ka. after 5 minutes sab kuch theek thaak jaisay kuch hua hi na ho. i dont know whether its bad or good.
its good
May be but i think woh insan hi kya jo apnay ghussay ko control na kar sakay.
jee..according to hadees..taqatwar insaan wohi hai jo apnay gussay par control kar ley
Age: 125
7065 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
BadShaH1 said:
sun_shine said:
BadShaH1 said:
sun_shine said:
BadShaH1 said:
wt abt u?
hamara ghussa kaafi dangerous hota hain 5 minutes k liye hota hain per buhat shadeed kisam ka. after 5 minutes sab kuch theek thaak jaisay kuch hua hi na ho. i dont know whether its bad or good.
its good
May be but i think woh insan hi kya jo apnay ghussay ko control na kar sakay.
han na journalism mein to sb sey ziada bardast chahiey dandey khaney pertey hein.