Miss mine said:
eshajam said:
Miss mine said:
Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia,
Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia.
Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan
Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia,
Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi
Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya,
Janay kia usko mukh se thein shikayatein
Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia,
Khud bhi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya
Muj ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....
v.nice
Dosti se aaj pyaar sarmaya hai,
Teri dosti ne humein jina sikhaya hai,
Kya mange khuda se hum,
Woh to khud aaj mere dar par,
Teri dosti mangne aaya hai.
awww thxs jamz
Pholon ki wadi main ho basera AAP ka,
Sitaron ki angan main ho ghar AAP ka,
Dua hai ek dost ki, ek dost k liye,
Aap say bhi khubsurut naseeb ho AAP ka..
eshajam said:
Happy Anniversary
SORRY HUM derse aagai
ALLAH aapko kush hal zindagi ata farmai AMEEN
aur app duno ko lambeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
umar de AMEEN
eshajam said:
Miss mine said:
eshajam said:
Miss mine said:
Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia,
Uski hansi ne tu aaj mujh ko rula dia.
Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan
Chehra bata raha tha sub kuch ganwa dia,
Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi
Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya,
Janay kia usko mukh se thein shikayatein
Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia,
Khud bhi woh hum say bichar k adhora sa ho gaya
Muj ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....
v.nice
Dosti se aaj pyaar sarmaya hai,
Teri dosti ne humein jina sikhaya hai,
Kya mange khuda se hum,
Woh to khud aaj mere dar par,
Teri dosti mangne aaya hai.
awww thxs jamz
Pholon ki wadi main ho basera AAP ka,
Sitaron ki angan main ho ghar AAP ka,
Dua hai ek dost ki, ek dost k liye,
Aap say bhi khubsurut naseeb ho AAP ka..
thx MM
Takdir ne chaha,
Takdir ne bataya,
Takdir ne tumko or humko milaya,
Khush nasib the hum ya wo pal,
Jab tum jese anmol dost is zindagi me aaya
~CHANDNI~ said:
Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi marrtaa dekha…
Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…
Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…
Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…

Usy kehna
k sansain ab bhi tere nam
se chalti hai,
dil ab bhi tere naam se
dharakta hai,
ankhain ab bhi muntazir hai,
Usy kehna
sawan ab bhi barasta hai,
parindy ab bhi geet gaty hai,
jugnu ab bhi chamkty hai,
hawa ab bhi sansanati hai,
bahir ab bhi ati hai,
INTIZAR TAB BHI THA,
INTIZAR AB BHI HAI...
Miss mine said:
bahut khub
Bikhre ashkon ko hum piro na sake,
Teri yaad me saari raat rona sake,
Behna jaye aansuon me tasveer teri,
Bus yehi sonchkar hum rona sake ...
Murjha gaye phool par bahar wohi hai,
Door rehte ho par pyaar wohi hai,
Jante hai hum mil nahin pa rahe hai aapse,
Magar in aankhon mein intezaar wohi hai...

LOV U JANI
~tasha~ said:wow
~CHANDNI~ said:
chandni raat hai,aur maine ghazal chedi hai
jashn e jazbaat hai,aur maine ghazal chedi hai
ek meri zaat hai aur maine ghazal chedi hai
gham ki buhtaat hai,aur maine ghazal chedi hai
meri har ek tammana,mera har ek khayal
nazar e haalaat hai,aur maine ghazal chedi hai
dil mein roshan hain mohabbat ke diye barson se
pyaar ki baat hai,aur maine ghazal chedi hai
aankh barsi hai teri yaad mein rim jhim rimjhim
kaif e barsaat hai,aur maine ghazal chedi hai
teri nazron ka karam hai ke mujhe dard mila
ye bhi saughat hai,aur maine ghazal chedi hai