~CHANDA ki CHANDNI~

124085 views 1633 replies
Reply to Topic
~CHANDNI~

Age: 124
Total Posts: 56416
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom







Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                               ~CHANDA   KI CHANDNI ~






Posted 21 May 2007

Miss mine says


oh sholly thx u
Posted 16 Dec 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

~CHANDNI~ said:






Jhonka Hawa Ka Aaj Bhi Julfe Udata Hoga Naa????????? ??????

Jhonka hawa ka aaj bhi julfe udata hoga naa?

Tera duppatta aaj bhi tere sar se sarkata hoga naaaa?

Baalon mein tere aaj bhi phool koi sajta hoga naa?

Thandi hawaye raaton mein tujhko thapkiyan deti hogi naa?

Chand ki thandak khwabo tujhko leke to jaati hogi naa?

Suraj ki kirane subha ko teri neende udati hogi naa?

Mere khayalon mein sanam khud se hi baatein karti hogi naa?

Main dekhta hoon chhup-chhup ke tumko mehsoos karti hogi naaaa?

Jhonka hawa ka aaj bhi julfe udata hoga naa?

Kagaj pe meri tasveer jaisi kuchh to banati hogi naa?

Ulat - palat ke dekh ke usko ji – bhar ke hasti hogi naa?

Haste – haste aankhe tumhari bhar – bhar aati hogi.
Mujhko dhaka tha dhoop mein jisase wo aanchal bhigoti hogi naa?

Saawan ki rimjhim mera tarana yaad dilati hogi naa?

Ek – ek meri baatein tumko yaad to aati hogi naa?

Yaad to aati hogi naa? Yaad to aati hogi naa?

Kyat um mere in sab sawalon ka kuchh to jawab dogi naaaa??


!chanda ki chandni


luv u

Us Ne Kaha Kon Hai Tumhay Bohat Aziz

Main Ne Kaha DIl Pay Jis Ka Ikhtiyar Hai

Us Ne Kaha Kon Sa Tofha Do Main Tumhay

Main Ne Kaha Wahi Sham Jo Abhi Tak Udhar Hai

Us Ne Kaha Khizan Main Milnay Ka Jawaz

Main Ne Kaha Qarb Ka Mutlab Bahar hai

Us Ne Kaha Sekron Gham Zindagi Main Hain

Main Ne Kaha Ghum Nahi Jub Sath Ghum Guzar Hai

Us Ne Kaha Sath Kahan Tak Nibhao Gay

Main Ne Kaha Jub Tak Yah Sanson Ki Taar hai




waooo great
Posted 16 Dec 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:



moonbeammm




kiya howa   jani
Posted 16 Dec 2007

~CHANDNI~ says
thannnx rapu and jemi
Posted 16 Dec 2007

eshajam says
oooooh she remembers me
today i am happy ..
first MM
and now Moonbeam

wooow
Posted 17 Dec 2007

eshajam says
Miss mine said:



how many times wud u like me to say thxxxs



100 times is ok
ooooo did i put zeros in it too   
well now what can i do about this
Posted 17 Dec 2007

~CHANDNI~ says
eshajam said:

oooooh she remembers me
today i am happy ..
first MM
and now Moonbeam

wooow




u   r    most welcome
Posted 17 Dec 2007

~CHANDNI~ says









Hum phir ek bhul kar behte

Zamin per rahkar chand se pyaar kar behte

Soocha na samjha ikraar kar behte

Dundti hai nazar har tarf usse

Har pal dil mei rahti hai kwaish usski

Ek jalak ke liye hota hai dil bekarar

Muqudar se milta hai ek pal pyaar ka

Jante na the who to chand hai aur hum zara zameen ka

Phir bhi chupke se pyaar kar bhete

Na janne hum anjane mei phir kyo wahi bhul kar behte

Zamin per rahkar chand se pyaar kar bhete




may bass CHANDA KI CHANDNI
Posted 17 Dec 2007

eshajam says
very nice
Posted 18 Dec 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:










Hum phir ek bhul kar behte

Zamin per rahkar chand se pyaar kar behte

Soocha na samjha ikraar kar behte

Dundti hai nazar har tarf usse

Har pal dil mei rahti hai kwaish usski

Ek jalak ke liye hota hai dil bekarar

Muqudar se milta hai ek pal pyaar ka

Jante na the who to chand hai aur hum zara zameen ka

Phir bhi chupke se pyaar kar bhete

Na janne hum anjane mei phir kyo wahi bhul kar behte

Zamin per rahkar chand se pyaar kar bhete




may bass CHANDA KI CHANDNI



wahooooo jani beautiful   
Posted 19 Dec 2007

Miss mine says
eshajam said:

Miss mine said:



how many times wud u like me to say thxxxs



100 times is ok
ooooo did i put zeros in it too   
well now what can i do about this



Dhamakaaa me aooo sab samaj jieyn gaye
Posted 19 Dec 2007

Rapunzel says
AUR LAYO
Posted 20 Dec 2007

Miss mine says
rapunzel said:

AUR LAYO



   

   jamz sun lo
Posted 22 Dec 2007

Miss mine says
Us k honton ka tabbasum rahay qaim ‘YA RUB’
Us k ‘JEEVAN’ mein khushion ka basera kar day
Tu meri qarb ki raaton ko bhalay khatam na kar
Us ki har shaam k aakhir mein ‘SAWERA’ kar day
Us k ‘DIL’ k kisi konay mein jaga day mujh ko
Us ki ‘AANKHON’ ko meray sapnow say khara kar day
Yeh meray dil ki dua hai…
‘MEREY MOLA SUN LAY’
Saari duniya say chupaa kar ‘USSAY MERA KAR DAY!’
Posted 22 Dec 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

Us k honton ka tabbasum rahay qaim ‘YA RUB’
Us k ‘JEEVAN’ mein khushion ka basera kar day
Tu meri qarb ki raaton ko bhalay khatam na kar
Us ki har shaam k aakhir mein ‘SAWERA’ kar day
Us k ‘DIL’ k kisi konay mein jaga day mujh ko
Us ki ‘AANKHON’ ko meray sapnow say khara kar day
Yeh meray dil ki dua hai…
‘MEREY MOLA SUN LAY’
Saari duniya say chupaa kar ‘USSAY MERA KAR DAY!’



grat
Posted 22 Dec 2007

~CHANDNI~ says
THANNNNX    JAMI   AND

  MM
Posted 22 Dec 2007

~CHANDNI~ says






dil na jane kya kar baitha
     
Mujhase puche bina hi faisala kar baitha
     
Iss jameen par tuta sitara to nahi girta
     
Aur ye pagal Chand se Pyar kar baitha.




or may bass CHANDA KI CHANDNI
Posted 22 Dec 2007

Rapunzel says
bohat achi hai
Posted 22 Dec 2007

images
Posted 22 Dec 2007

Lashakir says
waooooooooooooo bohat khoooooooob CHANDNI JII....
~CHANDNI~ said:








Mere zameen per jo ~CHANDNI~ hai wo sub tere hai

Mery falak per jo dilkashi hai wo sub tere hai

Jo titliyon k paron py likhy hai khat mery hain

Yeh jugnoon mein jo roshni hai hai wo sub tere hai

Jo shab py chai khamoshiyan hain wo sub mere hain

Seher mein jitni bhi nagmgi haiwo sub tere hai

Jo tery manzar mein or manzar hain sub mery hain

Jo mery seeny mein shaire haiwo sub tere hai

Jo tery muthe mein khushboven hain wo sub mery hain

Jo mere ankhon mein roshni haiwo sub tere hai





                                           &nb sp;    &nb sp;    ~CH ANDA   KI CHANDNI ~






WAOOOOOOOOOO BOOOOOOOOOOOOOOHAT ACHA ...LAJAWAB KER DIA AAP NE...WAAAAAAAAAAAH

Haqeeqat Na Pooch Mere Fasane Ki
Tere Jaate Hi Badal Gayi Nazar Zamane Ki
Log Poochte Hai Mai Khush Kyu Nahi
Kya Kahu Aadat Thi Tere Sang Muskurane Ki
Posted 24 Dec 2007

Lashakir says
~CHANDNI~ said:







dil na jane kya kar baitha
     
Mujhase puche bina hi faisala kar baitha
     
Iss jameen par tuta sitara to nahi girta
     
Aur ye pagal Chand se Pyar kar baitha.




or may bass CHANDA KI CHANDNI
Zindagi Mein Koi Aisa Dost Banaya Jaye
Jiske Aansuon Ko Palko Mein Chupaya Jaye
Rahe Uska Mera Rishta Kuch Aisa Ki
Woh Udas Ho To Humse Bhi Na Muskuraya Jaye

jii,,,,kia khiyal hi aap ka
Posted 24 Dec 2007

Miss mine says
~CHANDNI~ said:







dil na jane kya kar baitha
     
Mujhase puche bina hi faisala kar baitha
     
Iss jameen par tuta sitara to nahi girta
     
Aur ye pagal Chand se Pyar kar baitha.






or may bass CHANDA KI CHANDNI


wowww ...   

Main Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon to kehna
Main Muskurahat hoon mujhe hansa ker dekh
Na sajoon tere honton per to kehna
Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi main to kehna
Main Dil hoon mujhe sun ker dekh
Na Dharkoon tere Dil main to kehna
Main Phool hoon mujhe laga ker dekh
Na mehkoon din raat to kehna
Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiiii to kehna...

Posted 24 Dec 2007

~CHANDNI~ says
Miss mine said:

~CHANDNI~ said:







dil na jane kya kar baitha
     
Mujhase puche bina hi faisala kar baitha
     
Iss jameen par tuta sitara to nahi girta
     
Aur ye pagal Chand se Pyar kar baitha.






or may bass CHANDA KI CHANDNI


wowww ...   

Main Mohabbat hoon Mohabbat karke dekh
Main Mohabbat na doon to kehna
Main Muskurahat hoon mujhe hansa ker dekh
Na sajoon tere honton per to kehna
Main Khushboo hoon mujhe mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi main to kehna
Main Dil hoon mujhe sun ker dekh
Na Dharkoon tere Dil main to kehna
Main Phool hoon mujhe laga ker dekh
Na mehkoon din raat to kehna
Main Mohabbat hoon mujhe apna karke dekh
Na banoo main teriiiiiiii to kehna...




very nice
Posted 25 Dec 2007

eshajam says
all of u

Posted 25 Dec 2007

~CHANDNI~ says




Phir koi zakham lagaa do ke main zinda hoon abhi
Meri pehchaan mitaa do ke main zinda hoon abhi



Mere hotay huway tum ashk bahaao to bura lagta hai
Meri aankhon ko rulaa do ke main zinda hoon abhi

Or Kuch to tum se hargiz na diya jaaiy ga
Mere marnay ki duaa do ke main zinda hoon abhi

chandni chand ki hay kaisy yah bhool jao may
Meri aankhon ko rulaa do ke main zinda hoon abhi
Posted 26 Dec 2007

~CHANDNI~ says
THANNNZX   DEAR Lashakir
Posted 26 Dec 2007

eshajam says
Wo Chand Jaise Aasman Mein
Chamakte Rahe,Hum Raat Bhar
Unki Chamak Mein Khoye Rahe,
Jaante Hain Kabhi Na Paa
Sakenge Unhe,Phir Bhi Har Duaa
Mein Unhi Ko Mangte Rahe...!!!!
Posted 26 Dec 2007

~CHANDNI~ says
eshajam said:

Wo Chand Jaise Aasman Mein
Chamakte Rahe,Hum Raat Bhar
Unki Chamak Mein Khoye Rahe,
Jaante Hain Kabhi Na Paa
Sakenge Unhe,Phir Bhi Har Duaa
Mein Unhi Ko Mangte Rahe...!!!!



waooo really   graet
Posted 26 Dec 2007

Rapunzel says
Posted 26 Dec 2007

~CHANDNI~ says


Humne mehboob ki aankhon par
Haathon ko apne rakh kar dekha…
Nafraat ke aangaaro ko jab unkii
Nazaron mey dehekta dekhaa….
Aur Unhii haathon ko dil par rakh kar,
Apnii Hasraton ko khud apnii Aankhon se Jaltaa dekhaa…
Chand ki tarah humne Pyar ko bhi marrtaa dekha…



Ek ajnabii si nazar deewar ko bhedtii hui,
Ek ukhdii hui saans jigar ko chedtii huii…
Khud ki talaash mey bhatak rahii hai ruhh,
Do pal ka bhii nahin jaise mere naseeb mey sukoon…
Ghar ke saajo-samaan ko khud par Humne haste dekha…
Apne Wajood ko bhi sajawat ka saamaan Bante dekha…



Harr rishte par ek maut khud ki paayii hai,
Bazaar mey jaise bolii khud apni lagayii hai…
Koii zeher jaise apne haathon pee liya humne,
Zehar pee ke bhee magar kaise jee liya humne…
Khulii aankhon sey kaisa khaufnaak yeh sapnaa dekha…
Kaii Zehreele naagon ko kadmon sey lipatt.tey dekha…



Ek hi manzar yeh har raat ka hota hai,
Chand bhi aakar meri chhatt pe rota hai…
Palkon mey namii hoti hai bikhrii bikhrii…
Dil phir bhi nayii umeed koi pirotaa hai…
Woh toh takkiye ko aangosh mey le lete hai,
Jaane kaise woh chain ki neend so lete hai…
Raat ki raani ko kabhii khidkii pe Mehekta dekha…
Humne raaton ko aankhon aankhon mey guzartaa dekhaa…
Posted 26 Dec 2007

Reply to Topic