Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tum kabi fail nahi ho saktay agar tumharay pass booti ho tu
Posted 14 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
accha tu tota be bolta hai
paar chunti bechari ko tu bolna be nahi aata so sad
Posted 14 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye meri ghazal kis nein copy kaar li

original tu ye thi

bhari mehfil mein tanha rehna accha lugta hai
sardeyoon mein garam anday khana acha lugta hai

kabi galeyon mein kabi bazaroon mein
anday walay ko dhontey rehna acha lugta hai

meri zindagi ki khushiyan tumhee say hain aanday walay
aanday kay sath kala namak lugana achaa lugta hai

nahi kuch hamaray darmiyaan sevayee aanday kay
paar kabi kabi aaloo kahana be accha lugta hai

aanday kay baghir zindagi ka koi tasavur nahi hai
paar aanday sei chuchay nikalvana be accha lugta hai

tum he ko khayaa tum he ko khatay hain
tum he ko khatay rehna accha lugta hai

main cheen lon ga tumhein dokandar kay hatoon sei
paar kabi kabi tumheen churana be accha lugta hai


Posted 14 Oct 2004

Topic: Guess Who???

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
asal mein tum khana nahi khilata na ess leye koi party nahi karta tumharay sath
Posted 14 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bachpan mein tu tum theek he thi shalvara
Posted 14 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nahi nahi dheeth itni juldi nahi martay
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jub hameen past ka he nahi pata ho ga tu future ko kya dekh kay karen gey... past ka pata ho tu woe gultiyaa hum future mein nahi kareen gey ore jo acchi bateen hain woe future mein kaam ayeen gey
Posted 13 Oct 2004

Topic: did u know..?

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
phir tu woe meri he side lay ga
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
If you say the word Pakistan then it starts from 1947
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yaar MP aesa karoo aik Chumcha loo ...uss mein thora sa pani daloo ...uss ko halki aanch paar garam karoo ...jub garam ho jayee tu thora sa namak dalooo...phir uss mein kali mircheen daloo...thora sa sokha dhaniyaa dalooo...pyazz ore tamataar ka paste bana kay daloo ore phir..






























































uss mein doob maroo
kekekekekeke
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
...tum sei tu ye be nahi ho ga
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hey come back mr NB i like your topic actually FOS sei kabi bahir he nahi nikla ..hameen kya pata tha jahaan ore be hain.


mein nein be ye he suna tha

Gaye ki ponch baysabab nahi Galib
Kuch tu hai jis ki parda-dari hai.


my tabaAzmayee

Falaak nein udheeh hai ya chadar fradiya
Kuch tu hai jis ki parda dari   h   a     i



waiting for next Misrah and your comments kya muj mein sher bananay kay jaraseem hain
Posted 13 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tumharay kehna ka mutlab hai sall bohot zeyada bolti hai
Posted 12 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AOA........8 saal ki umaar mein pehli baar school sei bhaga ore pakra geya ghar waloon sei dunday paray school sei bhagnay sei tuba ki......

10 saal ki umer mein Aashiqoon ki list mein apna naam likhwayaa or uss kay abu sei maar khayee


12 saal ki umer mein cousin ki bike lei kay bhaag geya uss ka aik rikshay kay sath accident kea ..maar khayee cousin sei ore abu sei.

15 saal ki umer mein pehli choori ki or kamyaab raha
aglay din phir choori ki ore pakra geya ..jotay paray ami sei or chachu sei kue kay abu yaha nahi thay.

phir mein bara ho geya ore sharareteen be baroon wali ho geye un ka yaha zikaar karnay sei Nuksay amaan ka hatra paeda ho sakta hai


take care
chao
Posted 12 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
okay fine paar ticket ki rakaam zara barhaoo ..sirf 5 rupee mein apun kisi ko apna dedaar nahi karvay ga sall urff Tamboori.

sanasana kabi khud be koi jawab dei deya karoo aray haan mein tu bhool geye chunti be kabi bolti hai kya

































Posted 12 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Astugfaar itna bara jhoot
Posted 12 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lagta hai admin khud be bhool geye hoon gey
Posted 12 Oct 2004

Topic: Guess Who???

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
congratulations sharara
Posted 12 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
acchi example thi lekin sall agar tum ya mein khuda sei sachay dil sei itni gehrayee say kay pahaar be laraz utheen khuda sei wohi wish jo hazrat mosa nein mangeen tu what do you think khuda woe poori karay ga ?

my answer is yes i believe kay agar meri manganay mein sachayee ho gey woe tadraap ho gey woe tulaab ho gey tu khuda meri be manay ga..because i know he loves me a lot.


mujra karvana saaf ye show karta hai kay woe apnay nafs ki taskeen kaar rahay hain ...un ki neyaat clearlly pata chal rahi hai kya hai...
rahi baat sajday ki ye aik ore he story hai..mein raat ko soch kay bataoon ga tumheen kay actually ess mein neyaat ka kaha tha hath hai
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ha-hayeee yani sub ko pata chal geya mein prince hoon
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
buss kya kareen app ki sohbaat ka asaar hai
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
neyaat ki baat jaha tuk hai i believe on all religions woe sub apni apni juga paar apnay apnay tareekay sei actually khuda ki he ebaadat kaar rahay hain.

i believe kay aik jewis ore christian agar apnay nabi kay batayee hoyee tarekoon par chalta hai tu he is janati ore dosri taraf agar aik muslim apnay nabi kay batayee hoyee tarekoon paar nahi chalta tu he is dozahee ...musalman honay ka ye mutlab nahi kay ussay janat ka ticket mil geya hai jo marzi karay jana tu janat mein he hai ...that is wrong thinking infact jahelana sooch...
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
mera mutlab tha abi reply karta hoon ..socha tha kahi tum bhaag na jaoo...itni muhkil sei tu mila ha koi muj sei aesi bateen karnay wala.

accha abi baki hisa rehta hai uss paar be baat karni hai
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
koi be discussion lei loo jub uss ki gehrayee mein jaoo gey tu religion he niklay ga.


abb aatay hain waselay ki taraaf yani hum khuda kay hazoor uss kay kisi naek bunday ki safaresh pohanchatay hain kay woe hamari fla fla wish poori kaar dei kue kay hameen tu mudaat ho geye duayeen mangtay hoyee paar khuda hamari nahi sunta paar uss naek bunday kay kehnay sei sun lay ga.

Kya khuda mera nahi ?? kya khuda muj sei pyar nahi karta ?? kya khuda meri awaz nahi sunay ga ??

tum nein example dei kay hazoor(pbuh) ki beti sei safaresh kartay thay loog kay un ki baat hazoor(pbuh) nahi taltay thay ...woe bunda direct nabi paak kay pass kue nahi geya ..agar uss ki woe dua ya wish valid thi tu nabi paak zaroor uss ki madad kartay agar vo valid nahi thi tu kya nabi paak apni beti kay kehnay sei uss ki woe invalid wish poori kaar detay ??.
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmm abi batata hoon
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
zara sochoo agar tum paar ticket lugta tu kitna ka hota ??

phokat mein be koi dekhnay na aata sall urff lugerbuger
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ess sei be asaan aik ore tareeka hai ..tum apna number mujay bata doe jub bhool jaoo gey tu muj sei poch lena
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sanasana beshaak chunti hathi ko halak kaar sakti hai paar kehlati tu chunti he hai na


faradiya hathi nahi sher hai sher woe be Buber f16 urff vaijaaz





























kekekekekekekek
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
MHP nein kaha love story ..ye meri budkismati hai kay mein nein kabi janu ore baba ki love story nahi suni ....maybe koi local story ho kisi gali muhalay ki...

TeenTRAPPER nein kaha janu means janu and baba means baba yani kay baat he khutam.

sall jee agar ye baat hoti tu bachay kehtay babajanu na kay janubaba.

shahrukh hmmm ye ho sakta hai kay founder nein apnay naam paar rukha hoo paar founder Egypt ka hai kya ? wahi eseyee naam hotay hain logoon kay.

sanasana pyar sei abu wohi sall wali baat ore jawab be wohi hai yani ager aesa hota tu babajanu hota na kay janubaba.

f16 tumharay UN ka pata kya hai UN sei be poch letay hain.

so guys ye decide hoa kay jo mein nein answer dea tha wohi theek hai.







































kekekekekekekeke
Posted 11 Oct 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
yehi baat tumheen pehlay samaj nahi aati thi
Posted 11 Oct 2004