Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
JB ki Rani said:
KhOsH AMeded RAMZANul MUbarik.
kiya waqaeyy asa hay yah moghy asa lagta hay ..har soo roshny hay rahmeet barees rahy hay dill may sakoon hi sakoon hay.. ALLAH tera lakh lakh shokar hay to nay hamy RAMDAN UL MUBARIK jesy mahh say nawaza
that is true ramzan aatay hai dil mein ajeeb sa sokoon aa geya hai ..life jo bohot bore lugti thi acchanak he khushguaar ho geye hai...hansnay ko dil chahta hai ..logoon ki madad karnay ko dil chahta hai ...kash zindagi ka haar month ramzan jesa ho...boloo Ameen
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
agar mein soch sakta tu yaha hota... vesay mein nein jo be likha hai naeek-neyatee ki bunyaad paar likha hai joke by joke mera zehaan mein koi aesa vesa khayaal nahi ayaa tha ye likhtay hoyee ...agay insaan ki apni soch
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanadar ko NAB Walay lay jatay hain magar ghar wali ki problem wahi ki waha rehti hai ..woe bohot pareshaan hotay hain kay ussi wakt fradiya(hero) entry marta hai
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bachpan mein mai hud sei zeyada shararati tha ...hum larkay mil kay Buntay(gooliyaan) khela kartay thay ..mein aksaar jeet jatay ore sub larkay maskeen sei shakal bana kay muj sei apnay buntay wapis mangtay ...kabi kabi tu mein dei deta paar zeyada taar apnay hazanay mein juma karta jata (aik jaraab thi jis mein buntay dala karta)....aik dafa mujay shararat soji mein nein sub larkoo ko kaha yaar mujay ghaar sei bohot maar pari hai ore mein apnay saray buntay tum logoon ko deta hoon paar mein bhenkoon ga jis kay hath jitnay aa geye uss ki kismat.....mein nein aik bartaan mein saray buntay rukhay ore uss ko chulay pay rukh dea jub buntay garam ho kay laal surakh ho geye tu mein nein bartan uthayee ore gali mein aa kay zoor sei nichay phenka ore awaz lagayee Lotooo......jis jis nein bunta pakra uss kay hath mein itnay motay motay chalay paar geye ore hanstay hanstay meray paet mein bal.
un ki mayeen shikayeet lay kay ayeen ore mujay maar pari ami sei
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nice effort mr sal_fan.......sal fan mein nein tu ghoor he aab kea hmmm sal fan
yaar jee mohamad bin qasim jub ayaa uss ko tum history of islam in hindustan tu kah saktay ho but not history of pakistan.
ya 1857 ki jangay aazadi ki baat hai tu woe hindu ore musalmanoon nein mil kay lari.
pakistan ka pehla prime minister pehla governor Gurnal now think on the word pehla ..pehla means from where we starts ore ye sub pehlay kaam 1947 mein start hoyee that's mean pakistan ki history 1947 say start hoyee.
aik adaami agar koi business karnay kay baray mein 1985 sei soch raha hai uss kay leye bhaag door kaar raha hai paar usay 1990 mein register karta hai ess ka ye mutlab nahi kay woe ye kahay kay uss ka business tu 1985 sei chal raha hai ..
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dil pay na kabi kayamat karna mohabat karna kabi shaadi na karna mehboob mera bhenga hai lakin accha lagta hai aesay dekha karna JURM MERA THA,SAZA BE MUJAY HE MILI AYENDA MOHABAT SOCH SAMAJ KAY KARNA
Kue samjata hai mohabat kay maroo ko fradiya Jayeez hai enn ka yun Vaveela karna
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
This cat, is cat, a cat, good cat, way cat, to cat, keep cat, an cat, idiot cat, busy cat, for cat,20 cat, seconds cat !... Now read it without the word cat.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hain tu poranay sher paar kya pata tum logoon nein na sunay hoon.
Macchar ne jo kata... dil main mere junoon tha. Khujli hui itni... dil be bay sukoon tha. Pakada to chod diya yeh soch kar ki.... sale ki ragon main apna hi khoon tha!