Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wohi jo WOL nein kaha i think wohi keena hota hai mujay aik example yaad aa rahi hai kay "Unth(camel) ka keena mashoor hai"
matlab unth ko agar koi marta hai tu agar woe marnay wala uss ki pohanch mein na ho tu woe haar woe uss ka khukum manta hai jo woe kehay magar jesay he usay moka milta hai chahay aik saal baad be woe apna badla lei leta hai.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kue nahi ho sakti f-16 if you do something special for your country or for world tumhara naam tub tuk rahay ga jub tuk duniya hai. physically tu kisi ko be nahi rehna but yadoon mein tu reh sakti ho ?? do you believe 3004 mein koi Qaid-e-azam or newton ya kisi be esi insaan ko loog bhool jayeen gey ?
agar hum kuch nahi kaar sakay duniya mein tu haam be karoroon logoon ki tarhay maar jayeen gey jin ko duniya mein few logoon kay elava koi be nahi janta.
okay you know your father very well and yes you know about your grandfather what uss sei pecchay kya ? uss sei pehlay kay logoon ko tum janti ho ya kabi tumharay dil mein un ka ko yaad karnay ka koi khayaal ayaa hai ? but im sure agar tumharay grandfather kay father Allama Iabal hotay tu tum unheen zaroor yaad rukhti ore logoon ko fanhaar sei batati woe tumharay kya thay.
essi tarha tumhara be ho ga f16 tumharay betay ya phir un kay betay tu tum ko jantay hoon gey magar uss sei agay ki nasal kay leye tum kuch be nahi ho gey agar tum nein duniyaa mein kuch na kea tu.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
meray khayaal mein
1)transport kay leye cars wagera ka system hatam ho jayee ga ..electric trains hoon gey jo minutes mein app ko app ki manzil paar pohancha deen gey or may be just may be loog aik juga sei dosri juga transmit hoon gey according to e=mc2 formula.
2)clothes banvanay kay leye hameen darzi kay pass nahi jana paray ga markets mein shops paar super computers paray hoon gey ..jin sei app khud he clothes design kaar sakeen gey un paar apni marzi kay naam wagera likh sakeen gey or minutes mein woe sill kay bahir aa gayeen gey.
3)logoon kay pass chating or for any kind of forum discussion kay leye time nahi ho ga so ye sub cheezeen bund ho jayeen gey.
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
but atleast we can think about duniya kesi ho gey 3004 mein ...agar hum ajj sei 100 saal pechay dekheen tu haam kehtay hain kay woe loog kabi soch be nahi saktay thay kay 2004 mein essa be ho ga...
mein ye nahi chahta kay 3004 kay loog be hameray leye aesa socheen ess leye so what do you think ?
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mr john randwolf american congress kay aik hazeer jawab rukn thay.un ki hazeer jawabi sei poora house lutaf-andooz hota tha ..aik martaba mr john wolf ore mr henry kay baag ki ravesh paar chehal-qadmi kaar rahay thay ..ravesh tung thi ess leye dono aik dosray kay maqabil aa geye ..Mr henry kay nein seena phula kay kaha "Mein nein ajj tuk kis ehmaak kay leye rasta nahi choora" "Likhen mein hamesha choor deta hoon" john wolf ek tarf hut'tay hoyee bolay
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mashoor sher Akhter shervani lahore ki aik dokaan mein jootay harednay geye.dokan-dar nein un kay samnay jooton ka dheer laga deya ..akhter sherani nein aik aik juta dekha magar koi juta pasand nahi ayaa ..qematoon paar be unheen etraaz tha ..dokan-dar tanzeya lehjay mein bola "Itnay jutay paray hain ..app aab be mutamaeen nahi hoyee ?" Akhtary sheervani aik juta pehantay hoyee bolay "Baray rupay letay ho ya utaroon juta ?
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ek shaks abdullah bin salman kisi kam sei aik wazeer kay pass geya .wazeer nein uss sei kaha "Maaf karna mein ess wakt zara masroof hoon" abdullah nein jawabaan aarz kea "Jub app fareg ho jayeen gey tu mujay app ki zaroorat nahi rahay gey".
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
LOL@freetraslation that was "There are two ways to live your life ,one is as though nothing is a miracle the other is as though everthing is a miracle"