Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
miss ayesha jaha tak meri knowledge hai islam k baare mai or jahaa tak maine books mai parrha or aalimo se suna hai to uska jawab kuch is tara hai k agar us larki ne apne husband k saath waqt guzara hai,u know what i mean to say,to talaaq ki soorat mai usko har haalat mai iddat poori karni hogi,or agar koi bohat sakht majboori hai k job ki,to esi soorat mai larki ko maghrib ki azaan se pehle ghar aana hoga
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
rohail sahab larke bhi koi doodh k dhule nahi hote,or ye kia aap kah rahe ho k u dont like girls, ik larki thi anjaani si bholi bholi pyaari si tutlaate hue,ithlaate hue amma se wo ye kahti thi mai kon hoo maa u ye to bata mera wajood hai kiu paida kia gaya tu ye to bata tu ye to bata amma ne usko pyaar se dekha maa ki mamta tarrap uthi kaha beti se sun baat meri orat se hi duniya mai rang, orat se hi duniya berang, beti ne suna to hairat hui, ye rang be rang ka chakkar kia? maa samajh gayi beti ki baat, bola k beti sun ae pagli orat k bina sansaar adhora hai duniya bhi ek kaghaz kora wo bhi maa bhi hai wo beti bhi, wo behan bhi hai wo beevi bhi jis ghar mai na ho zan ki qadr wo ghar hi beronaq qabar jannat bhi maa k qadmo mai hai, or maa bhi to akhir orat hai ab baat ko zara ghor se sunena or samajh k mujhe hai kia kahna wajood-e-zan se hai taskheer kainaat mai rang
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujhe to ye love story bohat pyaari,achi,or sachi lagti hai GODbless u my dear sweet sister mystery n sweet brother fragi or fragi bhaii aap esa kaam na kia karo jis se meri pyaari behana khafa hojaaye
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
how sweet mysterious bahanaa i will pray for u n for fragi brother,cuz sache pyaar k liye nono humesha duagoooooooo rahti hai inshallah aap dono zarur ek doosre k honge,wese ye love story to poori batao kese mili?kaha mili?or phir pyaar kese hua?
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
love haaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhh a very soft n beautifull word love k liye reason ka hona bohat zaruri hai,jesa k love ki kai qisme hotee hai e.g.pehli nazar ka pyaar,kisi ki guftagoo se pyaar,kisi k look se pyaar,kisi ki awaz se pyaar,kisi ki aadato se pyaar,kisi ki muskaan se pyaar.............. means to say jab aap kisi se pyaar karte ho to us k liye ek reason hota hai,usi reason ki waja se pyaar karte ho,ye serf bf,gf waale love ki baat nahi kar rahi mai balke tamam love ki baat horahi hai,maa apne bacho se pyaar kiu karti hai?uska reason hai k maa k ander mamta hai,or doosra us ka bacha or uska ek strong relation god ne banaya hai,why we love nature??????????cuz of its beauty n so on...............
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ok desiiiiiiiiiiiiiiii to mujhe discount double milna chaahiye cuz log kahte hai k im beautifull gori to is liye hoo kuk pathan hote hi gore hai..............or baaki ye k kuch or qualities bhi hai so mera discount ready rakhna
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think im talkative,my mom think im a good girl,my father thinks that im very much moody,people think that im beautiful n confident or ek baat jo sab ko pata hai or sab kahte hai mere baare mai thats ziddy
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ya i think nikama is absolutely right i totally agree with him,but if we met any namehram than we must obey some rules like not to talk stupid n unnecassary things,only focus on ur main object ,n not to be too frienk
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hi me female........... sab se pehle mai apne baare mai batana chaahoongi k im 16 years old,or mai abhi 11 mai hoo,parda ka jaha tak taaluq hai to mai complete parda to nahi karti lakin jitna islaam mai farz hai wo karti hoo,jesa k mai jab bahar jaati hoo to apna dopatta is tara baandh leti hoo jesa k namaz mai baandhte hai,is tara mere saare baal chhup jaate hai,or is k ilawa mai is baat ka bhi khayal karti hoo k mai bahar jaarahi hoo to libaas tang or chust na pahnoo.........
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
well islamic studies ko exclude hargiz nahi karna chaahiye is baat se mai bhi itefaaq karti hoo,jesa k higher level per hume quranic translations,hadiths or ethics parhai jaani chaahiye lakin is waqt maamla serf namaz ka hai,i think jo decision government ne liya hai namaz k baare mai thats quite reasonable,or us ki mukhalfat nahi karna chaahiye cuz is waqt pak mai 32 se zada farqa mojood hai or har kisi ka apna ek alag andaaz hai ab aap khud socho is maamle se mazhabi inteshaar phel sakta hai
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
maine esa koi kaam nahi kia.........ye dialogue har giz nahi boloongi,aray yaara mai ek adna si insaan hoo jaane anjaane mai gunaah hojaate hai,is liye toba kia,wese aapis ki baat hai jab hazrat aadam alahi salam jese azeem nabi se ghalati ho sakti hai to mai to ek haqeer insan hoo.............