Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray waah din mai hume 5 baar to professionally moqa mil jaata hai or is k ilawa hum kisi bhi waqt us PAK PARWARDIGAAR se sawal kar sakte hai,mai to humesha bohat se sawal karti hoo,or mujhe to jawab mil bhi jaate hai
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mai bhi kuch share karna chaahti hoo quaid k baare mai ek baar wo parliament mai kuch khitaab kar rahe the k achanak un k aankh ka adsa(ek sheeshi ka chashma jo ek ankh k liye hota hai)wo gir gaya,is per jawahir lal nahru ne kaha k jinnah ab to aap ko jhukna hi parrega ,is per humare pyaare jinnah muskuraaye or unho ne apni pocket se doosra adsa nikala or apni speech continue ki
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
very good question shahrukh ,according to me jaha tak maine parha or suna hai to islam mai kisi muslim gharane k liye kutta paalna haram hai,jis ghar mai ye hota hai waha rehmat k farishte nahi aate,or na hi waha ibaadat karne ka koi faida hai..........haa agar aap itne wealthy hai k aap k ghar aaye din chori hone ka dar laga rehta hai tab esi soorat mai aap rakh sakte ho,lakin wo bhi is tara k din mai ye aap k ghar nazar na aaye or raat mai kisi begunaah aadmi ko na kaate
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think its a better decision,cuz yaha pak mai itne firqe hai k har firqe ka namaz parhne ka tareeqa thora different hai,jesa k shia,asar or zohrain ki saath parhte hai or sunni alag,ahl-e-hadees serf farz namaz parhte hai jab k sunni or shia farz-o-sunnah dono parhte hai..........
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oh yani us k saamne shareef.......thats diplomacy dear,tumhe wese bhi shareef rahna chaahiye,wese phir us ne kaha kia? kher mera embarissing moment........1 saal pehle ki baat hai jab mai 10 class mai thi to school mai mai canteen jaarahi thi raaste mai college k most senior boys ka ek gruop betha hua tha,bus phir kia mera per zara sa phisla or agle hi moment mai un k beech ese bethi hui thi k jese un k saath baate kar rahi hoo,mera un larko ne bohat mazak urraaya..........or maine to un mai se ek ko apni books bhi de maari bus phir wo sudhar gaye
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
haan yaar said:
dadi amma g woh tu theek hein app batein na, madi jaisa kay naam se zahar hai
oyeeeeeeeeee haa yaar tuuuuuuuuuu,oye tu to mera langotia yaar hai bachpan ka,yaad hai tujhe ek dafa pagal khane waale tujhe lene aaye the or ghalti mai javad pa ji ko le gaye par phir wo tujhe le hi gaye,oye tu ye bata to pagalkhane se kab chhoota,ya phir waha se bhaag aaye ho?
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
maine apni life mai kai jhoot bole hai,magar ek jhoot ye k maine apni friend farrah se kaha k i hate her bas wo din aaj ka din phir kabhi baat nahi hui
Age: 124
6989 days old here
Total Posts: 1010
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zindagi mai kabhi kabhaar to ese lamhat zaroor aate hai,jesa k maine matric mai mahnat nahi or mer%age serf 74 aayi ab pachta rahi hoo k kash mai zara si or mehnat kar leti to 84%age aajati