olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Apni Hi Dhun Main Rehti Thi
Ek Larki Shokh Aur Chanchal Si
Phoolon Se Batain Kerti Thi
Titli K Rung Pakarti Thi
Ek Dhanak Thi Is K Anchal Main
Phir Janne Kiya Tofan Aiya
Titli K Rung Bikhar Gaye
Sapno K Jugnu Mand Parey
Jab Poocha Kissi Ne Aey LARKI
Yeh Kiun Chup Sadh Li Hai,
Woh Kuch Na Boli Baas Roo Di
Aur Khak Pe Haath Ki Ungli Se Aik Lafz "MOHABBAT" Likha



Beautiful. MM
Posted 05 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

~CHANDNI~ said:





Raat hamare sath tu jaga karta hai,
Ae Chand Bata tu mera kya lagta hai???




chand aur main
ek se musafir hein
ek sa muqader hai
mein zamein per tanha
aur wo asmano mein..


Very sweet.MM & Chandni Jee.
Posted 05 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Ek weham sa thaa dil mein
Shayad kabhi milo tum
Kuch dair ruk ke poocho
Beetay dinoo ke mausam
Awaaz mein ho larzish
Aankhoon mein ek tajassus
Maazi ka koi lamha
Shayad attak gaya ho
Sab bhool kar bhi shaayad
Kuch yaad aagaya ho
Phir mein tumhein bataoon
Apni khushi ki baatain
Har dukh chuppa ke dil mein
Aasoodgi ki baatain
Woh chaand chaudween ka
Taaroon bhari woh raatain
Dilkash haseen shaamain
Masoom waardaatain
Woh pyar ka tassavur
Aur bandagi ki baatain
Woh roz roz marna
Aur zindagi ki baatain
Tum achanak yun muskurao
Dheeray se paas aaoo
Sar ko jhuka ke apne
Chup chaap laut jaaoo
Phir mein muskuraoon
Dil ke deyey bhujaoon
Dhuraoon apne dil mein
Ek talkh si haqeeqat
Ek khwaab zindagi ka
Hai umer bhar jo dekha
Jo ho saka na poora
Yunhi raha adhoora
Haan reh gaya adhoora
Ek khwaab zindagi ka..



MM, bahut achi hai. A lovely poem.
Posted 05 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:




PALKOON PAY RUK GAYA SAMANDER KHUMAR KA

KITNA AjEEB NASHA HAY TERE INTEZAAR KA




YAD MAIN TEREY SULAG RAHA HOON KAB SAY

HALL NA POOCH MEREY DIL - E- BEQRAR KA




TUMHARAY JANAY SAY SOONA HO GAYA DILL KA ANGAN

AAYA NAHEEN HAY BARSOON SAY MOUSAM BAHAR KA




JO AA JATA TO MUJH SAY MILNAY BARSOON PEHLAY

KHIL UTHTA RANG - O - ROOP GUL - O - GULZAR KA




HUM NAY BUHAT AASAN SAMJHA THA DIL KA JEETNA

DIL JEETNA MAGAR BUHAT MUSHKIL HAY US SEHERKAR KA




KHIYAL THA BANAOON TERY TASVEER KHON SAY

MAGAR DIL MAIN HI RAHA ARMAN TAKMEEL-E- SHAHKAR KA




KHUWAHISH-E-WISAL MEREY HAY TERY NAHEEN

TERY PASS TO AB BHI HAY BAHANa INKAR KA



A beautiful poem Chandni jee.
Posted 05 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom


Posted 05 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom


Congratulations on your 24000 and In ADVANCE 25000 Posts. Late as always.
Posted 03 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

MISS SCORPIO said:

~CHANDNI~ said:

REHAn mean MOlana




lolz abb   molana ko sharabi bano gy Tobbah tobbha



Lmfao!!


Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.


ahhhhh Never je Missy is my gulab jaman dont evr say her Zahir di purri


Teekh hai jee, Aise to humein bhi meetti hi laghti hai.


Lol, aap koh toh jhoot bolna bhi nahi ata!!


Hum kayon jhoot bholnein jee. MS, humari champion hai.
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

olldman said:

~CHANDNI~ said:

may kaferr to nahiiii mager aye   hasssennnnn


jab say may nay tugh mogh ko bandagy agyy



Ghazub ki shaheri.


may shair to nahi mager aye hassen jab say dekha may tugh ko mogh ko shairy agyyy

Souchta hoon agar mein dua mangta, haath apne utaa kar mein kaya mangta
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

raat ko ayon gi mein
post kar k jayon gi mein



Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Very thought provoking.Beautiful Chandni.
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bahut khubsoorat, maze ki shairy hai. Chandni
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Good luck, you will return with poetical results.
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ankahein, baatkarte waqat,kabhi kissi ko janchane ki koshes nahi hoti.Dil aur souch mein safai hoti hai.

Mulakaat ke akhar tak, khud hi ayk khalaasa tiyar ho jaata hai.

Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kaya aaj tak kissi ne koi haasab rakha hai, KAAM choron se qaumi naksaan kitna hai?
Koi aisa adaarah bhi hai?

Do din phale ki ayk report hai ye, sirf U.K nahi aksar taraki karne waley mulak mein iss baat ka kitna khayal rakha jaata hai aap andaaza kar sakte hein.


£49.68 - Alcohol
Some 15 million working days are lost per year thanks to the sauce. With the UK's average salary of £23,244 spread across 29 million of us working 242 days a year... that's about £50 per person. Or 17 pints of Strongbow. (Source: TUC)
£68.97 - Bullying
Firms are set back some £2 billion a year dealing with the mental and social impacts of bullying. That amounts to one day's lunch money (£5) for 400 million people. (Source: The Chartered Institute of Personnel and Development)
£241.38 - Online Christmas Shopping
The cost to UK businesses of workers popping on line for the Christmas consumerist binge totals £7 billion. (Source: Employment Law Advisory Services)
£405.17 - Skiving off sick
False sick days cost UK companies some £11.75 billion a year. Most of these fall in the sunbathing or Christmas-shopping months. (Source: CBI)
£517.24 - Transport
The UK's faltering transport system costs employers £15 billion a year in lost man hours. That money could pay for widening the M6 motorway five times. (Source: The British Chambers of Commerce)
£688.33 - Smoking breaks
The average smoker costs their firm nearly £690 a year. Or in a quantity appreciated by the company director: 23 premium Cohiba Esplendido Cuban cigars. (Source: Croner and the British Chambers of Commerce
£1,034.48 - Facebook
When apes range the planet in charge of us humans, Facebook will be deemed the reason. 233 million hours are lost a month due to workers
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
BadShaH1 said:

dekhein AC to sari dunia use ker rahi hey.
humein bijli ki production mein khud kafeel honey ki zururat hey.



Bahut dukh hota hai, banyaadhi zaroorat ke mahmooli masle kissi qaum ke liye, itani mushkul chatanein banni hein.
Posted 30 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

may kaferr to nahiiii mager aye   hasssennnnn


jab say may nay tugh mogh ko bandagy agyy



Ghazub ki shaheri.
Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

Lol, Chandni.



Missy is, hum saab ki pride and joy . MS.
Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

old man DEvdass Mysy paro



Chandni jee, mar katai missy se or saath bewafai?

Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

olldman said:

MISS SCORPIO said:

olldman said:

Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.



Aap kyun kiya takleef horahi hai janab?
Maine aap koh abhi kataah bhi nahi, khaat dhun?


Itna thorra bhi nahi hasne ko kahaa. Kaatna hai to zarra laad se.


Aap aisi bichoo kai baray mae jantay hoh joh insaano koi laad sai khaat tee hai?


Train shoodha bichoo jee. Yani house trained.
Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

MISS SCORPIO said:

~CHANDNI~ said:

REHAn mean MOlana




lolz abb   molana ko sharabi bano gy Tobbah tobbha



Lmfao!!


Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.


ahhhhh Never je Missy is my gulab jaman dont evr say her Zahir di purri


Teekh hai jee, Aise to humein bhi meetti hi laghti hai.


Lol, aap koh toh jhoot bolna bhi nahi ata!!


Hum mard bhi diet karte hein jee.
Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Urdu! Jo J Bians Urdu hi achi tarah samjhte hein unse mahzrat. Ye saab anghraizi mein likh raha hoon apni Urdu mein kamzoori ki wajaa se

Hard one first, M M aka?

1/     Have you ever considered writing?
2/     If yes what would be our subject?
3/     Fiction or none fiction .
4/     And why?
5 ½     Loved and lost,does it still hurt ? or is it
        a case of losing is winning?
6/     If you had to pick one thing from your
        childhood what would that be?
7/     And if you can, elaborate on it?

Here is an old jokes.
8/     Name one J bian that will find it realy funny.
Once upon a time there was a shepherd looking after his sheep on the edge of a deserted road. Suddenly a brand new Jeep Cherokee screeches to a halt next to him. The driver, a young man dressed in a Brioni suit, Cerruti shoes, Ray-Ban glasses, and a YSL tie gets out and asks the shepherd: - If I guess how many sheep you do have, you give me one of them?
The shepherd looks at the young man, then looks at the sheep, which graze and says: - All right.
The young man parks the car, connects the notebook and the mobile, enters a NASA site, scans the ground using his GPS, opens a database and 60 excel tables filled with algorithms, then prints a 150-pages report on his high-tech mini printer. He then turns to the shepherd and says: - You have exactly 1586 sheep here.
The shepherd answers: - That's correct, you can have your sheep. The young man takes the sheep and puts it in the back of his jeep. The shepherd looks at him and asks: If I guess your profession, will you return my sheep to me? The young man answers: Yes, why not.
The shepherd says: - You are an Olldman And Asocciat,Consultants,   consultant! How did you know? asks the young man. Very simple, answers the shepherd: First you come here without being called. Second, you charge me, to tell me something I already knew. Third, you do not understand anything about what I do, because you took my dog.


Finaly thank you for letting us peek into your world.
Posted 29 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

HAM paru and dewdasss



Jald invite karein jee.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

olldman said:

Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.



Aap kyun kiya takleef horahi hai janab?
Maine aap koh abhi kataah bhi nahi, khaat dhun?


Itna thorra bhi nahi hasne ko kahaa. Kaatna hai to zarra laad se.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:


missy is sweet rasmaaaaaalaiiii



Matai nahi itani achi, lakan rasmaalai hai.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

MISS SCORPIO said:

~CHANDNI~ said:

REHAn mean MOlana




lolz abb   molana ko sharabi bano gy Tobbah tobbha



Lmfao!!


Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.


ahhhhh Never je Missy is my gulab jaman dont evr say her Zahir di purri


Teekh hai jee, Aise to humein bhi meetti hi laghti hai.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Very impressive interview,MM. Creative and intelligent.

Realy very interesting. I will have to return with the question.

For now, how is your cat?
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
sun_shine said:

Assalam O Alaikum...!

Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.
Dekhna hai zor kitna baazuay qaatil mein hai

Karta nahin kyun doosra kuch baat cheet,
Dekhta hun main jise voh chup teri mehfil mein hai
Aye shaheed-e-mulk-o-millat main tere oopar nisaar,
Ab teri himmat ka charcha ghair ki mehfil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Waqt aanay dey bata denge tujhe aye aasman,
Hum abhi se kya batayen kya hamare dil mein hai
Khainch kar layee hai sab ko qatl hone ki ummeed,
Aashiqon ka aaj jamghat koocha-e-qaatil mein hai
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.


Hai liye hathiyaar dushman taak mein baitha udhar,
Aur hum taiyyaar hain seena liye apna idhar.
Khoon se khelenge holi gar vatan muskhil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Haath jin mein ho junoon katt te nahi talvaar se,
Sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi lalkaar se.
Aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Hum to ghar se nikle hi the baandhkar sar pe qafan,
Chaahatein liin bhar liye lo bhar chale hain ye qadam.
Zindagi to apni mehmaan maut ki mehfil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.

Dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein inquilaab,
Hosh dushman ke udaa denge humein roko na aaj.
Duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil mein hai,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein hai.
Dekhna hai zor kitna baazuay qaatil mein hai.

Yoon khara maqtal mein qatil keh raha hai baar-baar,
Kya tamanna-e-shahaadat bhi kisi ke dil mein hai.




Great peotry,great thoughts, SS.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:




Ab Aansoun Ko Aankhon Main Sajaana Hoga

Chiraagh Bhuj Gaye To Khud Ko Jalaana Hoga

Ye Na Samajhna Ke Tum Se Bichar Ke Khush Hain Hum

Humein Laugon Ki Khaatir Muskurana Hoga

Phir Shaam Dhal Gayi Tum Aayi Na Aaj Bhi

Dil Ko Aaj Phir Umeedon Se Behlaana Hoga

Vaada Khilaafi Kar Ke Muskurati Ho Tum

Dekhna Ek Din Sanam Tum Ko Pachtana Hoga

Lahoo Se Apne Kafan Par Tera Naam Likh Jaaoun Ga

Thaam Ke Haath Main Phool Tum Ko Aana Hoga

Tere Intezar Main Ik Umar Guzri Hai Sanam

Ab To Aaa Gaya Hai Waqt Ab To Hum Ko Jaana Hoga



Beautiful, FG.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

Miss mine said:

Kia khabar tum ko dosti kia hai
Ye roshni bhi hai andhera bhi hai
Khwahishon say bhara jazeera bhi hai
Bohat anmol ik heera bhi hai
Dosti ik haseen khwab bhi hai
Pass say dekho tou sarab bhi hai
Dukh milnay pe ye azab bhi hai
Aur ye piyar ka jawaz bhi hai
Dosti yoon tou maya jaal bhi hai
Ik haqeeqat bhi hai khayal bhi hai
Kabhi furqat kabhi vissal bhi hai
Kabhi zameen kabhi falak bhi hai
Dosti jhoot bhi hai such bhi hai
Dil main reh jaiay tou kassuk bhi hai
Kabhi ye haar kabhi jeet bhi hai
Dosti saaz bhi sangeet bhi hai
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai
Wafa kia hai wafa bhi dosti hai
Dil say nikli dua bhi dosti hai
Bus itna samajh lay tou
Piyar ki inteha bhi dosti hai..




bohat khoob


Aap kaise hein jee aaj?
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Mainey kaha woh ajnabi hai

Dil ne kaha ye dil ke lagi hai

Mene kaha woh sapna hai

Dil ne kaha phir b apna hai

Mene kaha woh do pal ke mulakat hai

Dil ne kaha woh sadiyo ka sath hai

Mene kaha woh mere Haar hai

Dil ne kaha ise ka naam to "PYAR" hai



Simply very enjoyable. hamaisha ki tarah, bohut khubsoorat hein sab MM.
Posted 28 Apr 2008