Miss mine said:Jo dekha tumko,
to dekha chandni,
Jo dekhi tumhari muskan,
to dekha saagar,
Jo dekhi tumhari aankhen,
to dekha mera dil,
Jo suni tumhari baatein,
to suna meine geet,
Jo paya tumhara saath,
to mili mujhe preet,
Jo nazar tumhari uthi,
to suraj nikla,
Jo nazar tumhari jhuki,
to chand nikla,
Jo meine dekha tujhe to sara jahan nazar aaya!
~CHANDNI~ said:
Tum Routh Jao Mujhse~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Main Ek Nazar Ko Tarsoon~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Main Pooch Pooch Haroon~*~
~*~So So Sawal Kar K~*~
~*~Tum Kuch Jawab Na Do~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Mujhse Hi Mil K Hansna~*~
~*~Mujhse Hi Mil K Rona~*~
~*~Mujhse Bicher K Jee Lo~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Tum Chand Ban K Rehna~*~
~*~Main Dekhta Rahoon Ga~*~
~*~Kisi Roz Tum Na Niklo~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Tum Chalay Jao Jab Bhi~*~
~*~Tu Dekhoon Tumhara Rasta~*~
~*~Tum Loat K Na Aao~*~
~*~Aisa Kabhi Na Karna
Miss mine said:Jo dekha tumko,
to dekha chandni,
Jo dekhi tumhari muskan,
to dekha saagar,
Jo dekhi tumhari aankhen,
to dekha mera dil,
Jo suni tumhari baatein,
to suna meine geet,
Jo paya tumhara saath,
to mili mujhe preet,
Jo nazar tumhari uthi,
to suraj nikla,
Jo nazar tumhari jhuki,
to chand nikla,
Jo meine dekha tujhe to sara jahan nazar aaya!
Miss mine said:Tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo
na yaqeen aaye to phir dil badal ke dekh lo
ham ne apni har sans per naam tera likh diya
ik tere paane ki khaatir khud ko paagal kar diya
ishq mein tum bhi sanam hadd se guzzar ke dekh lo
tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo
jaane kyun saare jahan se ho geya hoon be khabar
jab se tum aankhon mein aaye, jaagti hai ye nazar
apni raaton se meri raatein badal ke dekh lo
tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo..
rapunzel said:
Miss mine said:
rapunzel said:
Miss mine said:
rapunzel said:
olldman said:Humaari Paru ka kuch ata pataa, MM.
MM help him
me akele to nai kar sukti sweety
aap bhi maddat karo naaa
mein Apki madad kar deti hun MM
abhi naa pardaa giraao, thhehro, ke daastaan aage aur bhi hai
abhi naa pardaa giraao, thhehro!
abhi sulagte hain rooh ke gham, abhi Dhadakte hain dard dil ke..
abhi to ehsaas jee rahaa hai
abhi naa pardaa giraao, thhehro! Parooo
rapunzel said:
olldman said:Humaari Paru ka kuch ata pataa, MM.
MM help him
rapunzel said:
olldman said:Har subject mein, mahir bane ki koshesh mein ghalti ka amkan bhar jaata hai, Choudhary Sahib ki kuch writing se ahsaas hota hai mujhe.
maslan apko unki kis tehreer mein ghalti lagi
rapunzel said:
olldman said:Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???
(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!
Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.
Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.
itni dilchaspi ya itni kam dilchaspi???
its ok ap kin sawalon ka jawab chahte hain i will try to help u
Javed sahib ko invitation bhejte hain kya pata aa jayein lekin aj kal wo Express news mein kafi bx hain mushkil hai unka ana
Pakistani aik be-wafa qaum hain jo sahi baat hai hum log kisi ko izzat dene pe ate hain tu sar e chahra lete hain aur kisi k khilaaf hon tu phr Allah hi use bachaye....
2nd propaganda hadd se ziada hai hamari qaum jazbaati hai aur agr kisi HERO k bare mein ghalt khabar bi ho tu ise zero bana deti hai bus ye sab kaam hamari bewaqufi aur jald-baazi ka nateeja hai jahan tak mein samjhi hon
sun_shine said:

Assalam O Alaikum
Sorry to interrupt you
hum apnay heroes ki kadar is liy nahi kartay
kyunkay hamaray leaders unko raaton raat hero say zero bana daitay hain
humain wohi kuch maloom hota hain jo media hamaray samnay paish karti hain
aur media ka to aapko maloom hain.
chor log aa kar ministers ban jatay hain
phir hum unka phichla record bhool kar unhain accept kar laitay hain,kyunki we dont have any other choice.
rapunzel said:
olldman said:Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???
(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!
Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.
Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.
itni dilchaspi ya itni kam dilchaspi???
its ok ap kin sawalon ka jawab chahte hain i will try to help u
Javed sahib ko invitation bhejte hain kya pata aa jayein lekin aj kal wo Express news mein kafi bx hain mushkil hai unka ana
Pakistani aik be-wafa qaum hain jo sahi baat hai hum log kisi ko izzat dene pe ate hain tu sar e chahra lete hain aur kisi k khilaaf hon tu phr Allah hi use bachaye....
2nd propaganda hadd se ziada hai hamari qaum jazbaati hai aur agr kisi HERO k bare mein ghalt khabar bi ho tu ise zero bana deti hai bus ye sab kaam hamari bewaqufi aur jald-baazi ka nateeja hai jahan tak mein samjhi hon
rapunzel said:Unrequited Love
I am, in your absence, incomplete...
Each day too empty, each night too long,
Following shadows down an empty street
Thinking, each corner I turn will be the one
Where you’ll be waiting for me.
Alone in a crowd, I seem to see you just ahead,
But as I push my way to go where you seem to go,
I do not find you...someone else instead
Bears the form that made my heart lurch so!
Sometimes I hear your voice across the street,
Or someone smiles the same way you smile,
And just for a moment, you are here with me
And I with you for just a little while.
Always the quest, the seeking and yearning,
Waking in the night, saying your name
Then restless slumber, the constant dreaming
Only to find in the light of morning...
After all...everything’s still the same.
~CHANDNI~ said:
Zindagi jali, jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Dali pe lage phule they, ped se tano se aise kuch jude,
Rishta modte, Dilo ko todte, Dali ko chodte daar lage
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Akele raaste, Akele chale, Dur Dur tak dhul ude,
Tanhai Thi, tanhai Banti, tanhai se tanhai kati
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Suraj ka phera, roshni basera, phelaja dharti par Kuch aise
Zannat jaise, bhulkar raasta, aakar dera basaye hai
Chadni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Dil ke jazbaat, ankho se baayan, baat aise jo chali
Samjhe kai, nasamjhe koi, samjhaye use ye kis tarah,
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Khushiyo ki lehar, hasi ki fuhaar, muskaan kuch aisi khili
Ankho ka Pani, Moti zabani, thamaye na thame is tarah
zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Chandni khili khili chandni, chandni khili kuch is tarah
Zindagi jali jali zindagi, zindagi jali kuch is tarah
Miss mine said:Ab Laut Aao
Key Aik Bar Phir Mera Dil
Apni dharkno Kay Beqaboo Honay Ka Khail
Dekhna Chahta Hai
Ab Laut Aao
Kay Aik Bar Phir Meri Palkien
Tumhari Nazroon Sey Ghabra Ker
Jhukna Chahti Hain
Ab Laut Aao
Key Aik Bar Phir Meray Qadam
Tumharey Qadmon Kay Saath
Unhin Rastoon Per Chalna Chahtey Hain
Ab Laut Aao
Key Aik Bar Phir Mera Wajood
Tumharey Ishq Ki Aag Main
Jalna Chahta Hai
Ab Laut Aao
Key Aik Bar Phir Meri Zindagi
Tumhari Zindagi Sey Jurr Ker
Khud Ko Jeena Chahti Hai...!!!
rapunzel said:tamancha kion parta hai ap ye poochna chahte hain ya tamancha har teesri film mein kion parta hai ye sawal janna chahte hain