olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:



!! Is raat ki tanhaiyo ke,Sab rang badal gaye hai, !!
!! Chand nikla hai waise hi,Andhere badal gaye hai, !!

!! Jinke bharose thi khushiyan,Wo badal gaye hai, !!
!! Manzile to ab bhi wo hi hai,Kuch raste badal gaye hai, !!

!! Jinpe kiya tha bharosa humne,Wo dost bichhad gaye hai, !!
!! Dekhe the kabhi jo humne,Wo khawaab badal gaye hai, !!

!! Jo bane the kabhi hamsafar,Aaj wo hi mukar gaye hai, !!
!! Aise toote huye dil ke saare,jazbaat badal gaye hai, !!

!! Na badle kabhi hum,Na badle hamare khayalat, !!
!! Bas rona hai yahi,kuch log badal gaye hai !!


Bahut achi aur bahut dukhi.
Posted 03 Jun 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Dekhte dekhte husn nikher gaya
karte karte dil bikhar gaya
aasmaan ko chune ki thi chahat humko
najane chand kis badel mein simat gaya

bahoot bechaini si hai aaj dil mein mere
najane kaun sa gham aaj is mein simat gaya
kahi baar huyi...



Bahut achi,MM
Posted 03 Jun 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Muddato'n Baad Dekha Unhai'n,
Hosh Kaise Thikaane Lage

Ashk Palko'n Pe Aaye Meri
Aur Lab Thar-tharane Lage

Jaane Ksei Hawa Chali
Phool Phir Muskurane Lage

Jin Ko Mushkil Se Bhoolay Thay Hum
Phir Wohi Yaad Aane Lage..



Bahut achi hai, MM.
Posted 03 Jun 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:



Chandni kitni khubsurat hai.
Ye kaho waqut ki zarurat hai.

Chor ke baarey me bas ye maloom,
Saanwli-saanwli si surat hai.

Dil ki basti me estehaar dikha,
Chahney waalon ki zarurat hai.

Raat bhar jaag-jaag ye poonchey,
Kya hua bhor ka muhurat hai.

Bewfa usko ab kahun kaisey,
Dil ke ander to uski murat hai.


Olldman (Jublee) late aya na. Bahut khoobsurat hai, Chandni.
Posted 03 Jun 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

It looks good, it just better live up to the hype.



Hi MS.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations Fragi jee
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Assalam O alaikum.

Dauon ke saath. Jaldi se SS.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations, Tasha.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aap sahi, ayk hi din honi chaiye.

Sunday? Work related, international synchronizing should help, I think enormously.

Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~| dArd |~

(Thanx 4 liking my Selection) This selection from your own collection?

Great, keep sharing.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
You are the best, I thought I drop in and read. lovely reading.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Dard B De Gaye Sitam B De Gaye
Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye
Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka
Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye
Ajnabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe
Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe
Bhoolna Chaho Bhi To Tujhe Bhulaon Kese
Log Le Le K Bulate Hain Tera Naam Mujhe..



Simple yet full of life, kaise na achi laghe,
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:




$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kitne din beet gaye hai dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kitne chiraag bujh gaye hai dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Mausam bahar ka phir tanha guzar gaya
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Khizaan ek bar phir aagayee hai dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kitni chahat se likhta tha main naam tumhara
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Wo kalam hi tod diya hai zara dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Itni asaani se to milti nahi nafrat bhi lekin
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Tumne haasil sada pyar thukra diya dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kismat rokti hai mujhe har bar jhukne se magar
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kitni bar tumne jhukaya hai dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Faqeer bankar tere kuchay mein aakar
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $
Kitni aas se dekhte hai tumhe dekho to sahi
$ ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * ~ * $


Kamal hai iss mein, bahut khubsoorat hai, Chndani jee.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chor Gia
Jo Pori Na Ho Kabhi Aesi Aas Chor Gia
Ye Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kam Hai Kia
K Khud Door Hai Yadain To Pass To Chor Gia
Jo Khuwaishain Thi Kabhi Hasraton mein Dhal Gaye Ab
Mere Labon Pe Wo Aik Lafz KAASH Chor Gia
Yeh Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha
K Aam Logon Mein Ek Tujh Ko Khaas Chor Gia
Baharon Se Mujhe Isi Liye Tou Nafrat Hai
Inhee Ruton Mein Mujhe Wo Udas Chor Gia..




Excellent. bahut achi, MM.
Posted 19 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Amazing collection. Bahut achi.
Posted 18 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:



umer-e-rawaaN ko gham ka paikeR na honaY daina
ankhiN aziz rakhna patheR na honay daiNa

tum muj ko zahaR daina lakiN mohabtooN se
lahjaY ki chandni ko khanjaR na honaY daina

saiRaab kaRteY rahna dil k lahoO se loGo
lufzooN ki khaytioN ko banJaR na honaY daina

tum lakh toot jana peR hijaR ki shabooN maiN
maili refaqtooN ki chadar na hohanY daina

in sukh k mosamooN peR kam kam yaqeeN rakhna
dil ko kabhi dukhooN se bahaR na honaY daina


Wow, Chandni jee bahut khubsoorat.
Posted 18 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Beautifull, Chandni jee.
Posted 18 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom


Congratulations Rapunzel
Posted 18 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

~CHANDNI~ said:

yahan to old man devdass rapu jani paru hay



nhi nhi




apko kya hua


nahi batate jee.
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

~CHANDNI~ said:

Rapunzel said:





kiyon odass bathy aoo tumhay mazy ki donya hi seer karaoon


0900-78601


Ye kaisa number hai jee?


Tele-Fun ka


Recorded larki,ab to wo bi dantne laghi hai.
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

u think add chala dein Geo pe phr dhoondhte hain paroo n dewdas waghaira ko



Geo wale suna hai khud hi chale aate hein.


lolz tu aane dein na kya maloom wahan se hi koi Dewdas n Paro mil jaye


Sahi.    Wahan bi to dharakte dil hein na yahan ki tarah.


acha mujhe nhi maloom tha


Lo jee ab to maloom ho gaya. aghe
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
chandbabu said:

hi old man kia haal hain Aap k ?


Chandbabu, mein teeke.

Kaya khate hein, ho jaein do glass
phale    
batein bottle laiye hain ya khali glass.
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

tuj say main pyaar karta hon bandagi ki tarha
tu maray zaat may shamil hai zindagi ki tarha
maray khayal par galib hai ik tary soorat
tuj ko hi sochty rahta hon shaairy ki tarha
saja kay ankhon may rakhain hain sub taray jalway
andhary raat kay lamhoo may roshni ki tarha
taray wajood say baqi hain maray umeeday
tum hi basay ho maray dill may ,dharkan ki tarha
is say bar kay may tumhay chaon kasay
nas nas may tum samaa chukay ho lahoo ki tarha
or tumhay keya maloom tum maray zindagi ho
hum nay chaha hai tumhay zindagi ki tarha...



Bahut achi laghi, MM
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo
na yaqeen aaye to phir dil badal ke dekh lo
ham ne apni har sans per naam tera likh diya
ik tere paane ki khaatir khud ko paagal kar diya
ishq mein tum bhi sanam hadd se guzzar ke dekh lo
tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo
jaane kyun saare jahan se ho geya hoon be khabar
jab se tum aankhon mein aaye, jaagti hai ye nazar
apni raaton se meri raatein badal ke dekh lo
tum se kitna pyaar hai dil mein utar ke dekh lo..



kahan se laati hein itni khubsoorat sochein, MM
Posted 17 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations jee
Posted 16 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations jee
Posted 16 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

~CHANDNI~ said:

yahan to old man devdass rapu jani paru hay



nhi nhi


Posted 16 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

~CHANDNI~ said:

Rapunzel said:





kiyon odass bathy aoo tumhay mazy ki donya hi seer karaoon


0900-78601


Ye kaisa number hai jee?
Posted 16 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

Rapunzel said:





kiyon odass bathy aoo tumhay mazy ki donya hi seer karaoon


Kahan? Chandni jee.
Posted 16 May 2008

olldman

Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

u think add chala dein Geo pe phr dhoondhte hain paroo n dewdas waghaira ko



Geo wale suna hai khud hi chale aate hein.


lolz tu aane dein na kya maloom wahan se hi koi Dewdas n Paro mil jaye


Sahi.    Wahan bi to dharakte dil hein na yahan ki tarah.
Posted 16 May 2008