olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
hot.kurri said:

Chaho To Ager

Tum Ager Mujh Ko Na Chaho To Koi Baat Nahi
Tum Kisi Aur Ko Chahoge, To Mushkil Hogi
Ab Ager Mele Nahi Hai To Judai Bhi Nahi
Baat Todi Bhi Nahi Tum Ne Banayi Bhi Nahi
Ye Sahara Bhi Buhat Hai Meray Jeenay K Liye
Tum Ager Mere Nahi Ho, To Paraye Bhi Nahi
Mere Dil Ko Na Saraaho, To Koi Baat Nahi
Ghair K Dil Ko Sarahoge, To Mushkil Hogi



Very good.
Posted 28 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
MISS SCORPIO said:

~CHANDNI~ said:

REHAn mean MOlana




lolz abb   molana ko sharabi bano gy Tobbah tobbha



Lmfao!!


Zahir di purri. Thora hansa kar.   Now dont go soft.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

kon bane ka crorepatti

k baad

Kon bane ka Paru ka patti



Zindghi ke hein din char baaqi
hai hi nahi to Kare Devdas
Kis par nissar,

Kabbur banni hai aur wo baitaa hai tiyaar
Paru aur Chandermokhi to karti hai
lakan zindghi nahi karti na Devdas ka intaazar.


its really sad


Pathetic jee.



yeah


Do glass kum karne ka kaha tha, bottlon ka zikar to nahi hoowa tha na.( My favourite)
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Wow, Zaberdast hai humaari Paru. Ayk masla karra kar diya na

Phale wali Paru ki tasveer to nahi ye! Kiya ab phir se plastic surgery karwani pare ghi Olldman, ko, oldman hi rehane ke liye. Kuch bi hamein apni paru har hall achi laghti hai. (Break time)


OLLDMAN, PLASTIC SURGERY KE BHAHAD
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:






OLD man your paruuuuuu




Wow, Zaberdast hai humaari Paru. Ayk masla karra kar diya na!

Ye Ghazzal sun hi raha tha.

wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani muhalle ki sab se purani nishani wo burhia jise bachhe kehte the nani wo nani ki batoon main sadiun ka
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

ham to is liyai peetay hain, kai tumhai dekh sakein, tumhain bardaasht kar sakain. " Devdaas.........



Us bechare ko anne to dein.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

kon bane ka crorepatti

k baad

Kon bane ka Paru ka patti



Zindghi ke hein din char baaqi
hai hi nahi to Kare Devdas
Kis par nissar,

Kabbur banni hai aur wo baitaa hai tiyaar
Paru aur Chandermokhi to karti hai
lakan zindghi nahi karti na Devdas ka intaazar.


its really sad


Pathetic jee.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

Miss mine said:




Aj ki larki ayk patti bi nahi lati, aur ayk hai ye paru corore patti? niya rekaard banaane ka souch rahi hai.


ohh Olldman mein ap kuch ulta samjh rhe hain

MM


Teekh hai jee kal do glass kam kar lein ghe.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

~CHANDNI~ said:

kal   wala   to nahi aya ajj new dhondty hay



Kis kal? wala. Mile to chanta gang malish!


hum aisa kam hargiz nhi karte hum sirf shamat late hain usk bad takoor ka kam ap ka


Takoor=? nahi samjh aiya. Jo bi teek hai.
Posted 23 Apr 2008

Topic: Nike Company

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Itfaaq ki vote= BAN IT.

Ache ache products bannaa kar replace karen to zayadha kamyaabi ho ghi.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
baens marne par teen din school band?

wah wah, Master jeeeeee?

JB pe mein wo kuch nahi keh sakta jo iss waqat mere jazbaat kehna chahte hein.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Zabardast.Bahut piyari.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

olldman said:

Chandni jee atte to hein na. Kabi nazaron se to nahi hattaate, Aapki tarah. Hansi aghai na ab.




   may   samghy nahi


Humari bonghayan jee humein khud samajh nahi aati na kabhi.
Posted 23 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Great pictures, SS.
Posted 22 Apr 2008

Topic: pray for me

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Good Luck.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations Tasha, Love your poetry.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Jannum din mubaarak. Many happy returns Snowcheety.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

kon bane ka crorepatti

k baad

Kon bane ka Paru ka patti



Zindghi ke hein din char baaqi
hai hi nahi to Kare Devdas
Kis par nissar,

Kabbur banni hai aur wo baitaa hai tiyaar
Paru aur Chandermokhi to karti hai
lakan zindghi nahi karti na Devdas ka intaazar.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:




Aj ki larki ayk patti bi nahi lati, aur ayk hai ye paru corore patti? niya rekaard banaane ka souch rahi hai.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:

kal   wala   to nahi aya ajj new dhondty hay



Kis kal? wala. Mile to chanta gang malish!
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

kon bane ka crorepatti

k baad

Kon bane ka Paru ka patti



Ye cororepatti kitne patti hote hein jee?
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
And all that time I thought it was about head butting the lampposts,
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:




Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi
Ishq ke phool bhi khilte hain, bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi hon, kuch roze main bhar jaate hain
Us khwabon main ab koi nahi aur hum bhi nahi
Itne roze se aaye hain, chup chaap guzar jaate hain
Nurm aawaaz, bholi baatain, mohazzab lehjaa
Pehle baarish main hi, sab rang utar jaate hain
Raasta roke khari hai, wahi uljhan kab se
Koi puche to kahen kya ke kidhar jaate


Excellent piece of sad but enjoyable poetry.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Zindagi ki udaas raahon per
tu mili bhi ghari do pal ke liye

Main nazar utha kar tarap gaya
Tu nazer jhuka kar chali gayi

Wo waqt bara ajeeb tha aaya
Main zindagi key liye taras gaya

Teri rah main taktaa reh gaya
Tu apni dhun main guzer gayi

Ye mohabat howi bhi to kesi howi
Main ek pal ko hi mila tum sey
Agley lamhey tu bichar gayi

Ek pal main so khuwaab jiya main
Aankh khuli to zindagi bikhar gayi

Wo nazrana bara ajeeb tha
Jab main unmain uljha raha

Or tum nazer bacha kar guzar gayi

Dhoondh raha tha us pal tum main khud ko
ik tum be‘wafa thien jo muskura ker chalbasi...



Main nazar utha kar tarap gaya
Tu nazer jhuka kar chali gayi.
Beautiful,MM, a gem.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

kabi moam ban k pigal gaya,

kabi girtay girtay sambhal gaya

wo ban k lamha guzar gaya

meray paas se nikal gaya

usay rota b to kis tarah

k wo shakhs itna ajeeb tha

kabi tarap uta meri aah se

kabi ashk se na pighal saka

sar e rah mila wo aga kabi

to nazar chuka k Guzar Gaya

wo utar Gaya meri ankh se

mere dil se Q na utar saka

wo chala Gaya jahan Chor k

main wahan se phir na palat saka,

wo sambhal Gaya tha magar,

main bikhar k phir na simat saka..



Pleasure to read.
Posted 22 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

Aik baat nahi samajh aa rahi, iss topic mein itani dilchaspi kayon???

(Mr)Choudhary sahib aap hi aa jain!

Sorry Rapunzel bari harrat ho rahi hai, mera khayal tha ke mujhe kuch sawallon ka jawab shahid milljai.

Aik sawal hai Pakistan mein har hero ko badnam kyon kiya jaata hai? Koi bi hero hero nahi rahta Pakistan mein. Aik ki rae se to nahi, sahi andaaza hota.



itni dilchaspi ya itni kam dilchaspi???
its ok ap kin sawalon ka jawab chahte hain i will try to help u

Javed sahib ko invitation bhejte hain kya pata aa jayein lekin aj kal wo Express news mein kafi bx hain mushkil hai unka ana

Pakistani aik be-wafa qaum hain jo sahi baat hai hum log kisi ko izzat dene pe ate hain tu sar e chahra lete hain aur kisi k khilaaf hon tu phr Allah hi use bachaye....

2nd propaganda hadd se ziada hai hamari qaum jazbaati hai aur agr kisi HERO k bare mein ghalt khabar bi ho tu ise zero bana deti hai bus ye sab kaam hamari bewaqufi aur jald-baazi ka nateeja hai jahan tak mein samjhi hon


Apni baaton mein bahut samjdhari, aqal aur jankari ka mazairah karte hein. Mein to ye hi dekhata aya hoon.

1/ Sawal hai Rapunzel ji ke amal mein aisa kuch bi nazar nahi aata, kayon?


2/ Jitni aqal hai us se zaiyadha to koi nahi samaj sakta kissi be baat ya haalat ko.

Aise mein hammaary qaum un logon ko kayon zummadhari sompati hai.


3+/ Hammare danishmand tabkaa har waqat doosre mulak ke leaderon (mare ya jeete) ko kayon quote karte rahte hein. Sharam ki baat hai. Lakan ye log to barre fakhar se quote kar laite hein, Jaise ke aik barre judge ne nazzar bandi ke bahad taqreer mein aik Amarican ko quote kiya tha. Akhir kayon?

Mein kabi ye mane ke liye tayar nahi ke Pakistani qaum ne aisi shakseeyaton ko jannum nahi diya jo barre fakhar se quote kiye ja sekein. Kaya mein kissi ghalat fahami mein hoon?

Akhari sawal aik aurat ko barpoor kanooni hafaazat kayon nahi millti? kanoon kayon nahi banay jate?

Aurat ke dafaah ke liye maard hamesha peeche rehne ka tassar kayon deta hai?






ap k sab points bohat ache hain Olldaman

1. Amal mein asia islye nazar nhi ata k hum amal karna hi nhi chahte hamare samne Quran PAk jaisi Neymat mojood hai jis mein har baat ka solution hai jab hum ne use Taaqcho mein saja k rakha hai Us pe Amal nhi karte tu ye Kitaab hamara kya bighar sakti hai Dhet log hain Hum


2. Hamari qaum hadd se ziada jazbati hai au jazbati qaum nuqsan mein rahti hai,dosri baat hum ko itni aqal hai k kons ahih ya ghalt hum Assemblies mein logon ko jaanch k bhejte hain wahan ja k unk imaan bikh jate hain aur nateeja samne hota hai hamare Hamai qaum mein abhi bi ye taqat hai k Pak ko agay le jaye kion k khoon tu hum mein 1940 k logo ka hi dhoor rha hai abhi itnaaaa khoon safaid nhi hua Sirf AIK sache aur mukhlis leader ki zaroorat hai jo hum mein abhi mojood nhi mujhe as pas aik banda bi aisa nhi nazar ata politicians mein se jo paise k age na bike..

3. Nafsiyat hai hamari hum samajte hain agr hum ne appni baaton mein aik english ka lafz na tanka ya kisi English mufaqir ka naam na lya tu log hamain un-parh samjhein gay lekin mein ne Javed Sahib ki books mein bohat se mualman Azeem Hastiyon k quote parhe hain,rhi baat Judges ki tu shad unki nigah mein America hi sab kuch ho

Ap bilkul theek hain hamare pass Itne Musalman mufaqir hain jin ki soch ne aj Pak ko banaya jin ki soch ne dunya mein nam paida kya unhi logon ne europe tu faida le rha hai lekin hum bewaquf log Un logon ko bojh samajhte hain parhte huay pahle yahan HISTORY compulsory aik subject tha jo 8th tak lazmi tha ab aisa kuch nhi a kal bacho ko English heroes ka pata hai lekin Mahmood Ghaznavi ka naam i yaad nhi


4. ye shayd mard ki nature hai wo aurat ko apne se agay jata nhi dekh sakte aur qanoon ki baat aci kahi yahan last year jo qanoon bana hai Auraton k lye wo Aurat k haq mein itna bura hai k bechari aurat raat ko bahir nikalte 10 bar soche hamari lawyers (khawateen)aj bi jab koi case lerti hain tu unhein dhamkian di jati hain jab tak hum ulte seedhe fashions se hatt k apne lye khud kuch nhi karain gi mard bi koi qanoon nhi banane wale

Aurat k peeche rahne ka tasawur kafi arse se hai sirf Islam Aik aisa mazhab hai jis mein ise haqooq haasil hain baqi mazahib mein aisa koi point nhi


Aap ke jawab sun kar mein umeed rakh sakttaa hoon ke aane wali kal mein roshani ki kiran hai Pakistan ke liye
Posted 20 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
(Thanxx Olldman Apki formula wali baats amjh nhi ayi)

Aap ke post, unki raftar formula 1 car racing se be taiz laghi, aap jeet ghe.


(F1=europe ki bahut barri karon ki doarr)
Posted 20 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

welcum dear n very gud



Aap kaise hein jee?
Posted 20 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
~CHANDNI~ said:







Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar

Chaandni raaton main hum tum mila karte the
Yunhi pehron baithkar baatain kiya karte the
Yaadon ka karb kar gaya aankhain ashkbaar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar

Bulaayen kis tarah tumko, kahan tum kho gaye
Jism tadapta hai yahan, rooh saath le gaye
Tees uthti hai, aur utar jaati hai dil ke paar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar

Ishq ko samjha ibaadat, kya yeh uski saza hai
Zindagi bhi to nahin, phir kya yeh qaza hai
Dil bekas aarzuon ka hai jeeta jaagta mazaar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar

Yaadain teri aaj phir aayi hain baar baar
Pukara tumko aur phir roye hum zaar zaar




Wonderful Chandni.
Posted 20 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay
Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana
Aisay Main Kahan Jao Gi Barsaat Bohot Hay

Wo Keh Nay Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay
Nahi Chahti Dil Toron Tera Par Majboori Hay

Gar Hui Hou Koi Khata To Maaf Ker Dena
Main Nay Kaha Ho jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay

Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hay

Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke
Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hay...



Wow, its a pleasure.
Posted 20 Apr 2008