olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom




Well done. Congratulations

Posted 01 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hope voters in Pakland take note of his writing.

Very creative idea (topic) Rapunzel.
Posted 01 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

(Taaron ko mohabbat ambar se
Phoolon ko mohabbat shabnam se
Jaise dil ko mohabbat dilbar se)

Humein aise mohabbat hai tum se
Ab tum bhi kaho na kuch hum se

Sawan ko mohabbal badal se
Aankhon ko mohabbat kajal se
Peron ko mohabbat payal se
Humein aise mohabbat hai tum se

Koi nahi tha jiske liye hum
Jaan apni dete, duniya lutaate
Koi nahi tha nazron main apni
Jisko sanam, apna banate

Sapnon ko mohabbat aankhon se
Aankhon ko mohabbat raaton se
Raaton ko mohabbat yaadon se
Humein aise mohabbat hai tum s

Sab kuch tha lekin saajan nahi tha
Baadal hi dekhe saavan nahi tha
Hum se shikayat karta tha yeh dil
Surat mili thi darpan nahi tha

Haathon ko mohabbat kangan se
Nathni ko mohabbat dulhan se
Sanson ko mohabbat dhadkan se
Hai aisi mohabbat saajan se

Sawan ko mohabbal badal se
Aankhon ko mohabbat kajal se
Peron ko mohabbat payal se
Humein aise mohabbat hai tum se

(Taaron ko mohabbat ambar se
Phoolon ko mohabbat shabnam se
Jaise dil ko mohabbat dilbar se)
Humein aise mohabbat hai tum se



Very good
Posted 01 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

Tu haye kar lete shayad phr na marti



Han ji, haye karne ki ghalti ki aik bar.
Larki ne kahai, Haye zara lambi ho ghai thi.

kaya payt (stomech) mein daard hai, Doctor balhoon
Posted 01 Apr 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:


Apney aanchal ko hawaoon k zoor
per lehrati hai
Mehsoos mujhey yeh hota hai k
Shayad mujhey woh bohat chahti hai


Mujhey aisa ehsas dilati hai jesay
Woh mujh sey kuch kehna chahti hai
Meray pochnay per kuch sharma si jati hai
Kuch ghabra si jati hai


"Suniyey" keh kar bhaag jati hai
Ajnabi larki shayad pyaar karti hai MIR sey
Aesa mehsoos hota hai janey kiyon mujhey
Dil bhi kitna pagal hai
Kiya kiya sochta rehta hai


Kuch masoom sey jazbey hain
Kuch undekhey sapney hain
Mager woh nahin janti ...!!!
Meri Zindagi Hai



Beautiful FG
Posted 01 Apr 2008

Topic: Forget

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:


jab bhii aatii hai terii yaad kabhii shaam ke baad
aur baRh jaatii hai afsurdaa-dilii shaam ke baad

(afsurdaa-dilii : sadness of heart)

ab iraadoN pe bharosaa hai na taubaa pe yaqiiN
mujh ko le jaaye kahaaN tashnaa-labii shaam ke baad

(iraadoN : on promises; taubaa : penitence; tashnaa-labii : thirst of the lips)

yuN to har lamhaa terii yaad kaa bojhal guzraa
dil ko mehsuus hu’ii terii kamii shaam ke baad

(lamhaa : moment; bojhal : difficult)

yuN to kuchh shaam se pahle bhii udaasii thii         &n bsp;         &n bsp; 

ab to kuchh aur baRhii dil kii lagii shaam ke baad!!!!!!!



Realy great FG. More
Posted 31 Mar 2008

Topic: Forget

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
eshajam said:

To all those who have gone on before me
It has caused my heart to weep.
But the memories that I cherish
I know I just can't beat.
I will never forget

the day I heard you left me
I cried, and cried, and cried.
It really pained me that
I never said, "Good-Bye".

I thinks about you often.
You will always be in my heart.
The many things you taught me
I will always keep close to my heart.

God always knows the reason
Why you had to go.
I must accept His will
And say "I will always love you so".



Wow,very good
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
There is so much to be said on somthings that he has touched on.

Well done
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
First four weeks debatable. Anytimr after that I am totaly against. Its a murder. Matters of life and death RIGHTS of the unborn child should take precedence.

Special circumtances? ?????
Posted 31 Mar 2008

Topic: A Sufi lost

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

chalo ehtijaj khatam hone pe mubarik baad



Marbanni, thank you.
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:


Jo Thapar Marti hai
Use Apse pyar nhi Ap pe ghussa hai

Haye tak bi nahi ki phir ghussa kiyon.
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

olldman said:

Miss mine said:


1.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE WO LERKI YA LERKA BOHOT HASEEN
AUR KHUBSOORAT HAI ………

ANS.) YE PIYAR NAHI , PIYAR HAI TO SIRF USKE
CHERE SE .

2.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE KE
APP SOCHTE HAI APP KO USSE CHORNA
NAHI CHAHIYE KIU KE AUR LOG BHI
YEHI CHATE HAI KE APP USSE CHOR DO….

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE SAMJHOTA HAI .

3.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP KO USKA YA USKI JISM ACHA
LAGTA HAI ……

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE HAWAS HAI .

4.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE USNE APP KO KISS KIA HAI …..

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE COMPLEX HAI .

5.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP SOCHTE HAI KE AGAR APP NE
USSE CHORA TO USKE JAZBAT KO
THEES POHCHEE GI …….

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE DAAN HAI .
6.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP USKE SATH APNA DUKH DARD
BATHTE HO …..

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE DOSTI HAI .

AGAR APP KO KISI DUSRE KA DARD
USSE ZADA MEHSOOS HOTA HAI AUR
APP USKE LIYE ROTE HAI …….
YE PIYAR HAI.

AGAR APP KO KOI AUR PASAND BHI
AYEE PHIR BHI APP USSE CHATE REHE………..
YE PIYAR HAI .

AGAR APP USKO KEHE KE USSE
JANA CHAHIYE PHIR BHI WO NAHI
JATA ……….
YE PIYAR HAI...



Aur jo thapar marti hai?


    awaaein to nai marti, galti aap ki hoge


Humein koi galti kerni chaiye thi na.
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Silsila wafaaon ka ik naya hi chalaaya mein ney
na usey yaad rakha na hi bhulaaya mein ney
hansi utaar kar chehrey sey pheynk di lekin
firaq-e-yaar mein koi ashq nahi bahaaya mein ney
dard to tha magar khud ko bohat sambhaley rakha
zabt ke ehad ko har haal mein nibhaaya mein ney
laakh sulgaati rahi zamaaney ki tanqeed magar
terey kirdaar pe koi ilzaam nahi lagaaya mein ney
rang to aur bhi zamaaney mein bohat they lekin
naya koi khuwab apni aankhon ko nahi dikhaaya mein
mila wo raah mein to ik pal ke leeye ruka to magar
haal na us ney poocha na hi bataaya mein ney
apni hi maangi huwi duwaaoon sey moon morr liya
khud apney hi jazbaat ko kar diya paraaya mein ney
dhoop nikli hey mujhey dhoondney to chupna kesa!
bas yehi soch kar khud chorr diya saaya mein ney



A very beautiful one.
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

very nice



Hi
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

guzarti raaton ki mahek mein
ek tum thay khushboo ban kar,
aur mein raat bhar intezar mein
bikhri shabnam kay ansoo ban kar...

kaisa hai yeh rishta tera mera
roz pighalta hai shama ban kar...



Beautiful, very
Posted 31 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

mein hoon tum ho aur khamoshi
jaanay kab door hogi ishq ki madhoshi

dekhtay hua zamana guzara hai
falak par door talak chandni ki sargoshi

mein hoon tum ho aur khamoshi...

toofanon kay caravan dil mein samaye
bhataktay rahay kadam nazarain tujhe par jamaaye

mil jao tum kisi raah kisi modh par
dharkan ab sahamnay lagi waqt ki khamoshi

mein hoon tum ho aur khamoshi....

kyon tumsay umeed lagi hai har pal
manzil ho tum toh phir kaisi faraamoshi

labon kay khultay hi raaz khul jaayengay
rah jaayega milan archana aur ishq ki madhoshi

mein hoon tum ho aur khamoshi...



Wonderful M M
Posted 31 Mar 2008

Topic: Rapu 20000

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom




Congratulations Rapunzel
Posted 29 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:


1.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE WO LERKI YA LERKA BOHOT HASEEN
AUR KHUBSOORAT HAI ………

ANS.) YE PIYAR NAHI , PIYAR HAI TO SIRF USKE
CHERE SE .

2.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE KE
APP SOCHTE HAI APP KO USSE CHORNA
NAHI CHAHIYE KIU KE AUR LOG BHI
YEHI CHATE HAI KE APP USSE CHOR DO….

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE SAMJHOTA HAI .

3.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP KO USKA YA USKI JISM ACHA
LAGTA HAI ……

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE HAWAS HAI .

4.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE USNE APP KO KISS KIA HAI …..

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE COMPLEX HAI .

5.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP SOCHTE HAI KE AGAR APP NE
USSE CHORA TO USKE JAZBAT KO
THEES POHCHEE GI …….

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE DAAN HAI .
6.) AGAR APP KO KISI SE PIYAR HAI ISLIYE
KE APP USKE SATH APNA DUKH DARD
BATHTE HO …..

ANS.) YE PIYAR NAHI , YE DOSTI HAI .

AGAR APP KO KISI DUSRE KA DARD
USSE ZADA MEHSOOS HOTA HAI AUR
APP USKE LIYE ROTE HAI …….
YE PIYAR HAI.

AGAR APP KO KOI AUR PASAND BHI
AYEE PHIR BHI APP USSE CHATE REHE………..
YE PIYAR HAI .

AGAR APP USKO KEHE KE USSE
JANA CHAHIYE PHIR BHI WO NAHI
JATA ……….
YE PIYAR HAI...



Aur jo thapar marti hai?
Posted 29 Mar 2008

Topic: A Sufi lost

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

where r u Olldman???



Khamosh Itjaj, JB se khamosh, shakiyat kerne ki koshesh


Aap bi ehtijaj pe hain

Koyoo


Ehtijaj jarri hai. Aa ke dhoondane pharte hein post, kitne nahi nazar aate.



ohhhhh


Bi muje to bataya hi nai ke its out, bahyar,   in nahi. Yani ehtijaj karna fashion mein nahi raha. Aaj se ehtijaj khatum.
Posted 29 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
kiran said:

Lo apna jahan dunya walo hum is dunya ko choor chale
jo rishte naate jore thai woh rishte naate toor chale

Kuch sukh ke sapne dhekh chale kuch dhukh ke sapne jhail chale
Taqdeer ki andhi gardish ne jo khel khelai khel chale

Her cheez tumhari lota di hum leke nahin kuch saath chale
Phir dosh na daina eh logo hum dhekh lo khali haath chale

Yeh rah akeli katti hai yahan saath na koi yaar chale
Is paar najane kiya paeen us par to sab kuch har chale



Bohut khoob
Posted 29 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Fairl_Girl said:


raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai koi theekana...
phir kyu chale hai bebas hoke, age pata nahi kya ho fhasana....

Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai !

Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin, Tera aisay mein bhi vaada nibhana yaad aata hai !

Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein, Phir uth kay woh tera shama bhujana yaad aata hai !

Ghatain kitni dekhi hain par mujhay
,Kisi ka rukh par woh zulfain giraana yaad aata hai

Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai,
Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai

raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai
koi theekana...phir kyu chale hai bebas hoke,
age pata nahi kya ho phasana...

kya kahe aapko hum? khud nahi samaj pa rahe,
kaise bitaye har pal, dar hai kahi hum bichad na jaye,
mulakat ka vada manzoor hai hame,

doa boond ansuome, khushi bhi aap laye,
binti karte hai aapse, kabhi na kho jana sanam,
saath chalenge yehan, hamari hai kasam
yeh pyar hai samaj na lena sanam..

phir bhi ikrar karte hai...aapki kasam
aage jo nikalte hai moodke nahi dekhte,
kasam chahe lakh koi de,irade nahi badalte,

ishq badi jalim cheez hai, har sham hasin lage,
lage jaise koi sanam, kareeb ane lage,

dur hi sahi, mere hai ye pal,jee rahe yadomein,
kalki kise khabar
khuda jane kyon par voh dilmein samaye hai,

na dekha unhe na jana par voh ab na paraye hai,
chalna hai saath manzil malum nahi,
dilki pukar hai, yehin hai voh kanin



All of them are realy beautiful. F G
Posted 29 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

olldman said:

Miss mine said:

Bhool jao in batoon ko
in khayaloon ko mehev kar dalo
poch lo apne ashk daman se
mera tum se wada hai
k jab tak iss jahan main
aik bhi zee rooh baqi hai
tum jab tak saans lete ho
jab tak soch sakte ho
jab tak her khoshi aur
fikar ko mehsoos karte ho
mera tum se wada hai
k jab tak gulistan main
akhri jo phool khilna hai
rahe gaa shaakh pe jab tak
mehek phelae gaa apni
falak k akhri tare ko
jub tak jagmagana hai
k jab tak haath iss qabil hain
k uthein duaoon ko
mera tum se wada hai
k jab tak jism hai
aur jism main ye jaan hai
hazaroon meel lambe fasle bhi beech main aein
tu meri muhabbat in se kabhi bedam na ho gi
muhabbat kam nahi ho gi
muhabbat kam nahi ho gi...



Bahut khoob. MM


thxu olldman gud to c u bak


Invisible sometimes, but always close by. Thank you lots.
Posted 29 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Miss mine said:

Wo tum na thay ik khayal tha,
meri soch ka hi ik kamal tha,
Wo mohabbatain wo chahatain,
meri uljhanon ka hi jaal tha,
mere dil mein thien jo ronaqain,
wo tera hi husn-o-jamal tha,
mujhe jawab jis ka mila nahi,
wo aisa hi ik sawal tha,
use yaad kaise na karain hum,
use bholna tou muhal tha,
wo aj gaya tou ahsas hua,
kis kadar mujhe us se pyar tha,
ab uss ki kia main misaal don..

WO AP APNI MISAAL AP THA....!!!!



M M, BE MISAAL, This is very good.
Posted 29 Mar 2008

Topic: A Sufi lost

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Right path said:

achaaa



RP ke liye right path.
Posted 28 Mar 2008

Topic: A Sufi lost

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

rapunzel said:

where r u Olldman???



Khamosh Itjaj, JB se khamosh, shakiyat kerne ki koshesh


Aap bi ehtijaj pe hain

Koyoo


Ehtijaj jarri hai. Aa ke dhoondane pharte hein post, kitne nahi nazar aate.
Posted 28 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations, zhayr de purri
Posted 27 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:

olldman said:

Congratulations Rapunzel





Pleasure
Posted 27 Mar 2008

Topic: unwanted

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
rapunzel said:



Lots more
Posted 27 Mar 2008

Topic: HELP LINE

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hi guys and gals

Can u check out why I am not getting email notifications???????????????. Is there a problem with the servers= software, hardware or the servants. This is just one of the problems.

Not so Olldman
Posted 26 Mar 2008

olldman

Age: 124
6228 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Congratulations LG
Posted 26 Mar 2008