Fairl_Girl said:OLLMAN TOBA HIA AP BI
Fairl_Girl said:
rapunzel said:
rapunzel said:
Fairl_Girl said:
olldman said:THANK U SO MUCH YOUNGMANCONGRATULATIONS FG. MISS YOUR POETRY.
KAHAN HOTE HAI AP PEOTRY TOPICS MAIN?
NAZAR NAHI ATAY
ONLYARBAB said:its for u SS
A friend is someone we turn to
when our spirits need a lift,
A friend is someone we treasure
for our friendship is a gift.
A friend is someone who fills our lives
with beauty, joy, and grace
And makes the whole world we live in
a better and happier place.
Miss mine said:
~CHANDNI~ said:
Miss mine said:janat ki hoor thee ya shaayer ka khuaab theen
laakhon mai aik tum hi mera intikhaab theen
qudrat ne husn khaas hi tarkeeb se diya
kuch meri nigahoon ki farmaishen bhi theen
main ne hi tujhe deed ke qabil tha banaya
unwaan jin ka too bana ghazlen woh meri theen..
LOV U
mwahzzz
kabhi tu meri udas shamoon ko mehkao
kabhi tu meri udas raaton mein roshni ban ke aao
kabhi tu ghata ban ker is sehra ko serab ker jao
kabhi tu hawa ban ker merey anchal ko lehrao
kabhi ansoo ban ker meri palkoon per ruk jao
kabhi aks ban ker meri aankhon mein sama jao
kabhi chahat ban ker meri zindagi mein aao
kabhi bahar ban ker zindagi ke rang bikhrao..

rapunzel said:Marhoom Sheikh Ibrahim Afanday Ro...agay samjh nhi ayi i think persian mein likha hua hai
QUEEN VICTORIA said:wa allaikum assalam
aap ki tashreef awari per hum bohat mamnoon o mashkoor hain
ye hamari khush bakhti hai kay aap nay yahan tashreef la kay hamaray is ghar ko ronaq bakhshi
werrna aap ki aamad kay bagher tou is forum main tareekiyan hi theen
wesay azrah e islaah hum aap ki khidmat main ye guzarish kar dain kay aap k is khitaab main kuchh urdu qwaido insha ki ghlatiyan hain
nagawar e khatir na guzray tou bara e meharbani islah ferma lijiye
asal mohawara qadam ranja fermana hota hai
ramja qdam fermana nahin
aur dusray
bais e musarat ka moqa nahin kaha jata
ya tou aap is ko sirf bais e musarat tehreer kijiye ya phir musarat ka moqa fermaiye
umeed hai aap hamari is islah ka bura nahin manain gay
Allah hami o nasir
BerG e SeHraa said:Assalam Alaykum Ehliyaan-e-forum
Buhat dino ki soch pujaar kay baad bilaakhir hum is pur'ronaq forum par qadam ranja farma chukay hain..
Khawateeen aur Khawateen :p sey guzarish hai kay woh baqaae'da humare roo'baroo tashreef lakar raker humain is mehfil-e-yaraa'n main khush aamdeed kahen ... yeh un sab kay liye baais-e-musarat hoga...
aur yaqeenun after beautifools yani kay khoobsorat khawateen kay baad mard hazrat bhi is saa'dat se fayda len ...
Takhliyaa ... i mean abhi kay liye itna hi ..
o haan .. hum apna taruf karwana tou bhool hi gaye ..
Hum Berg E SeHraa ... Roshniyo'n kay shaher(jisay kisi ki kaali nazar khaa gayee) se hain ...
Itna kafi hai na ?
umer,qadoqaamat,paisha,mushaagil .. yeh sab tou marriage beuru walay ya NADRA walay poochte hain inhen rehne hi diya jaay ... kya khyal hay ??