Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
sun_shine said:
olldman said:
sun_shine said:
Assalam O Alaikum
*Yaa Right Sir Buhat Kam log aisay Challenges main kamyaab Ho patay hain Sorry yeh 2nd baat Ki thori wazahat famaeyega Plz...!
Waalaikum Assalam Sunshine wazahat bohut lambhi hojaieye ghi,mukhtassar, London ki ayk High Road pe, koi ajnabi, aadmi zameen pe ja ghira, cardiac arrest (heart attack) ki wajha se.
Kuch to cardiac arrest aurr kuch pathar ki zameen pe sar laghne ki wajha se ussi ki jaan to chali hi ghi thi, thorri tahair ho jaane ke baad, usse jaab tak ambulace nahi aati, cardiopulmonary resuscitation, kuch waqat artificial resuscitation kaha jaata hai, iss first Aid ki application jaari rakhni parri thi mujhe akele hi, thakan bohut jald hone laghti hai, na jaane kitni der baad uss ne sanse leni shuru kar di, lakan sanse lene lagha tha. Emergency services bhi aa ghe aurr usse apne procedure ke applications ke baad, utha kar hospital le ghe. Dusre din itlah milli ke wo bechara chal bassa hospital mein pounchane ke foron baad. Bohut dukh hua muje ye jaan kar.
Umeed hai itni wazahat kaafi hai?
*Oh Right jee Ap ne apni taraf se Jitna ho saka, Kiya Thats Brilliant Unki Life itni hi thi,Jitni unhain mili
Thanks Sir Very Nice....!
Thanks ki koi baat nahi, Sunshine jee. Mujhe ziadha acha lagta, agar Urdu mein iss baat ki wazahat kar sakta ache lafzon mein.
Age: 124
6193 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Times of india 1st December 2008.
India in fix over how to handle Pak
Parakram of 2002. The first steps now are domestic, aimed at putting India's own house in order. But it's now going through a menu of bilateral options to inflict damage on Pakistan -- for instance, by becoming much more active in Afghanistan, and activating a number of other bilateral measures against Pakistan.
Digging for oil Mr Kukerjee, In Afghanistan are we? A clear indication of what India has been and will get upto.