Rapunzel said:
olldman said:
Rapunzel said:lolz keep traveling
Aghe nikal ghaya to unhon ne ayk saboot bana kar paish kar dena hai Pakistan ko. .
Mumbai hamle
Rehan M Din said:
Azad Kashmir.... wahan kya karnay jana hai... itni sardi main...
Rapunzel said:lolz keep traveling
sun_shine said:
olldman said:
sun_shine said:
olldman said:Bachpan? abhi khatum to nahi hua, Sunshine jee.
Humara bachpan ki do batein jo achi tarah yaad hein:
Bachpan ka phehla hissa:
Ayk larki ko summer ke mossum mein(river) doobne se bachaya tha. Usse swiming nahi aati thi. Aurr hum bohut bewaqouf the.
Bachpan ka akhri hissa:
Snow ball ki larahi apni street ke larke larkiyon se, bohut zabberdast do teen ghante khailte, akhir ghusse mein aake zor zor se marte ayk dusre ko.
Assalam O Alaikum
*Lolz Very Nice Sir
Lolz Unki Jaan bacha k yeh Tho buhat Acha kaam kiya Aap ne
Bewaqoof Lolz Woh Kyun Sir?
Waalaikum Aasalaam
Madam ki jaan to bach ghi, Hum thori mushkil mein the thakan ki wajha se.
Sunshne doobne wala be-bassi ki ghabrahat, haath aurr badan ko bohut zor se marne lagta hai. Tein char saal ka fark tha ummar mein.
Thank you bi nahi kiya na .
*Lolz Right Sir
shayad Wo Ma'am Thanks kehna Bhool gae ho ghabrahat main
Thanks kehnay ka Tho Farz banta tha...!
~CHANDNI~ said:
Rapunzel said:HE: I'm a photographer I've been looking for a face like yours!
SHE: I'm a plastic surgeon. I've been looking for a face like yours
HE: May I have the pleasure of this dance?
SHE: No, I'd like to have some pleasure too !
HE: How did you get to be so beautiful?
SHE: I must have been given your share !
HE: Will you come out with me this Saturday?
SHE: Sorry! I'm having a headache this weekend !
HE: Go on, don't be shy. Ask me out!
SHE: Okay, get out!
HE: I think I could make you very happy
SHE: Why? Are you leaving?
HE: What would you say if I asked u to marry me?
SHE: Nothing. I can't talk and laugh at the same time!
HE: Can I have your name?
SHE: Why, don't you already have one?
HE: Shall we go and see a film?
SHE: I've already seen it!
HE: Do you think it was fate that brought us together?
SHE: Nah, it was plain bad luck !
HE: Where have you been all my life?
SHE: Hiding from you.
HE: Haven't I seen you someplace before?
SHE: Yes, that's why I don't go there anymore.
HE: Is this seat empty?
SHE: Yes, and this one will be if you sit down .
HE: So, what do you do for a living?
SHE: I'm a female impersonator.
HE: Hey baby, what's your sign?
SHE: Do not enter.
Rapunzel said:
olldman said:Simply brilliant, over enhanced pics, but beautiful. Love water.
thnx Olldman but sum of them have really sad touch in them
sun_shine said:
olldman said:Bachpan? abhi khatum to nahi hua, Sunshine jee.
Humara bachpan ki do batein jo achi tarah yaad hein:
Bachpan ka phehla hissa:
Ayk larki ko summer ke mossum mein(river) doobne se bachaya tha. Usse swiming nahi aati thi. Aurr hum bohut bewaqouf the.
Bachpan ka akhri hissa:
Snow ball ki larahi apni street ke larke larkiyon se, bohut zabberdast do teen ghante khailte, akhir ghusse mein aake zor zor se marte ayk dusre ko.
Assalam O Alaikum
*Lolz Very Nice Sir
Lolz Unki Jaan bacha k yeh Tho buhat Acha kaam kiya Aap ne
Bewaqoof Lolz Woh Kyun Sir?
Rapunzel said:
olldman said:Free downloadable version seems to be full of holes. May be, not too secure.
hmmm
Miss mine said:ye Jo Zeest Ka Safar Hai
Ye Jo Rasta Hai Mera
Tum Agar Na Sath Do gye
To Yeh Kis TArhan Kate Ga
Meri Soch Ki Hadoon Tak
Ye Guman Bhi Kaise Aye
Koi Pal Bina Tumhare
Bhala Kaise Beet Jaye
Mere Paas Tum Nahin Ho
Mere Paas Kab Nahin HO
Meri Yaad Ke Nagar Mein
Mere khawab Ke Safar mein
Meri Soch Ki Tehon Tak
Meri Aankh Kay Bhanwar May
Mere Dil-O-Jaan Mein Tan May
Meri Hasraton Kay Ban May
Mere Dil Ki Tergi may
Meri Shab Ki Roshni May
Haan Tumhin Ho Har Kahin H
Mere Paas Tum Nahin Ho
Mere Paas Kab Nahin Ho
Meri Har DUA Ka Mehwar
Bas Aik Aarzoo Tumhari
is Aarzoo Ke agye
Koi Rasta Nahin Hai
Tumhen Kis Qadar Hai Chaha
Yeh Tumhen Pata nahin hai..
Rapunzel said:
Yeh saal bhi udaas raha rooth ker gaya
Tujh se mile baghair December guzar gaya
Rapunzel said:Thank You Olldman
Rapunzel said:chaand ke saath kai dard puraane nikale
kitane Gam the jo tere Gam ke bahaane nikale
fasl-e gul aai phir ik baar aseeraan-e-vafaa
apane hi Khoon ke dariya mein nahaane nikale
hijr ki choTT ajab sang-shikan hoti hai
dil ki befaiz zameenon se Khazaane nikale
umr guzari hai shab-e-taar mein aankhein malate
kis ufaq se mera Khursheed na jaane nikale
kuu-e-qaatil mein chale jaise shaheedon kaa juloos
Khvaab yun bheegati aankhon ko sajaane nikale
dil ne ik iint se taameer kiyaa taaj mahal
tuu ne ik baat kahi laakh fasaane nikale
dasht-e tanhaai-e-hijraan mein kharaa sochataa hoon
haaye kya log mera saath nibhaane nikale
main ne 'Dil' use bevaastaa dekhaa hi nahin
vo to Khushbu mein bhi aahat ke bahaane nikale