Topic: Khuwab hui..

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Sad and a beautiful poem.
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:



Sweet. Zebra crossings? I wonder?
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
OMG, no wonder men become old age pensioners before they get married.

Please god give us simple women, with a simple yes or no answers.


Lovely story.
Posted 16 Dec 2008

Topic: ASHAAR

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
QUEEN VICTORIA said:

khuski o tari per qadir hai,aasaan meri mushkil ker de
sahil ki taraf kishti na sahi, kishti ki taraf sahil ker de


mana ke kathin ishq ki manzil hai musafir
jo ranj o saoobat se ho khali woh safar kia hai


mohabbat mosammon ki qaid se azaad hoti hai
suno ! suraj nikalne ka koi mausam nahi hota


hota hai teray shehair me patthar ka karobaar
hum badnaseeb hain ke hum aaeena saaz hain


jis ke saanson se muattar thay dar-o-baam teray
ay makaan ! bol kahan ab woh makeen rehta hai


Bohut khoobsurat, Q V.
Posted 16 Dec 2008

Topic: Ab so jao

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

Ab So Jao
Kyon Raat Ki Ret Pe Bikhre Hue
Taaron Ke Kankar Chunti Ho?
Kyon Sannate Ki Silwat Mein
Lipti Awazein Sunti Ho
Kyon Apni Pyaasi Palkon Ki Jhalar Mein
Khwab Piroti Ho
Kyon Roti Ho?

Ab Kaun Tumhari Aankhon Mein
Sadiyon Ki Nind Undelega?
Ab Kaun Tumhari Chahat Ki
Haryali Mein Khil Khilayega
Ab Kaun Tumhari Tanhayi Ka
Andekha Dukh Jhelega?

Ab Aisa Hai?

Ye Raat Musalat Hai Jab Tak
Ye Shamayein Jab Tak Jalti Hai,
Ye Zakham Jahan Tak Chubhte Hai,
Ye Saansein Jab Tak Chalti Hai,

Tum Apni Sochke Jungle Mein Raah Bhatko Aur Kho Jao!!
Ab So Jao...



Bohut khhob, Rapunzel.

(Sone ka waqat to ho he gaya hai )
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

Chehrey pe gard peiron mein safar hey ke nahi hey
tu deikh ke meri manzil pe nazar hey ke nahi hey!

jaa apney leeye dhoondh ley kisi ahl-e-mehal ko
naa jaaney meri qismat mein ghar hey ke nahi hey

terey paas heiN abhi aur dard to wo bhi mujhey dey
naa pooch ke mujh meiN aur sabar hey ke nahi hey

meri neendeiN to mar chuki heiN raat jagoN ke haath
terey khaaboN ko bhi koi aesa dar hey ke nahi hey!

ye soch ke ley aya hooN meiN jungle sey kuch jugnu
naa jaaney ab qismat meiN sehar hey ke nahi hey

tu deikh mera shaoq, meri shikastoN ko na deikh
peroN taley terey ghar ki dagar hey ke nahi hey!

maaNga hey tujhey Rab sey ke ik zid si hey kab sey
dekhooN to meri duaoN mein asar hey ke nahi hey!



Umdah, bohut khoob. Rapunzel.
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Lashakir said:

Tery akhlas se mohabat ki hai....
Tery ahsas se mohabat ki hai....
Tu nahi hai phir bhi teri yaad se mohabat ki hai....
Main tim ko kis tarhabhool sakta hoon...
Main ne tery osaf se mohabat ki hai....
Tum se milna to kabhi kabhi khuwab lagtas hai....
Main ne tery intzar se mohabat ki hai....

Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehati hai,
Nigahain ko kisi soorat ki pyass rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahin,



Bohut achi, very enjoyable,Lashakir.
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

Ajab din the mohabat k
ajab mausam the chahat k
kabhi ger yaad ajayeen to palkoon per sitare jhilmilatey hain
kisi ki yaad main raatoon ko aksar jagna mamol tha apna
kabhi ger neend ajati tou hum yeh soch laite the
abhi to woh hamare wastey roya nahi hoga
abhi soya nahi ho ga
abhi hum bhi nahi rotey
abhi hum bhi nahi sotey
so phir hum jagtey the aur us ko yaad kertey the
akailey baith ker weeran dil abad kertey the
humare samne taroon k jhurmat main akaila chand hota tha
jo us k husn k agay bohat hi mand hota tha
falak per raks kertey unginat roshan sitaroon ko
jo hum tarteeb daitey the
to us ka naam banta tha
hum agle roz jab miltey to guzri raat ki her bekali ka zikr kertey the
her ek qissa sunatey the
kahan' kis waqt' kis taraan se dil dharka' batatey the
main jab kehta k ''jaana aaj to main raat ko ek pal nahi soya''
to woh khamosh rehti thi
per us ki neend main doobi hoi do jheel si aankhien
achanak bol uthti thi
main jab us ko batata tha
k''maine raat ko roshan sitaroon mein
tumhara naam dhekha hai''
to woh kehti
''tum jhot kehtey ho
sitare maine dheeke the
aur un roshan sitaroon mein tumhara naam likha tha''
ajab masoom larki thi
muje kehti thi
''lagta hai k ab apne sitare mil hi jayeen ge''
magar us ko khabar kiya thi
kinare mil nahi saktey
mohabat ki kahani mein
mohabat kerne waloon k
Sitare Nahi Miltay



What brillint thoughts have come in one place. Brillint. Rapunzel.
Posted 16 Dec 2008

Topic: Who am I

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Excellence at its best.Rapunzel.
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Beautiful thoughts.
Posted 16 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom


You make JB a fun place.
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:




Bohut bohut shukarya, inaam aane wali kal, abhi sirf sawaal G.

Aap apni bakery (bussiness) kahan se shuru karein ghi?

Naam kaya rakhein ghi?

Aurr kitne J Bians ko partnership offer karein ghi?

Dur rahne walon ke orders ka kayaa intazaam ho gha?

Quality control kon kare gha.

Jaldi se shuru karein, oppneing pe sab JBs ko hona chaiye .

Keema aurr karela bohut mazze ki dish hai.Aaj itna hi.



1. ofcourse apne ghar se

2. ye tu bohat sochna pare ga na

3. No partnership sab products sirf meri hon gi

4. ((Pay Pal zindabaad)) Teekh aurr delivery? kaise ho ghi?

5. ((Quality hmm kisi nutritionist ko hire karlungi. )) Khoob

6. ((Zaruur koi financially support kare mein tyar hun, sab Jbians zaruur jee )) Mera naam top of the list pe likein!

7. ((Bilkul Keema aur karela wo bi parathon k saath yummy.
)) Mazze daar yummy.

Bohut bohut shukarya. Masha Allah aapko issmein jald kamyaab kare.
Posted 15 Dec 2008

Topic: Legal name

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Are you still bullying classmates bechare uni wale.

JB= JUSTICE BY
JB= JANU BHENA

And if litigation, criminal law is your interest   CHANGHAIZE BABA, would be perfect.
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
waalakim assalam. Sunshine

like that. PIA ki zaroorat nahi parri.

Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Wow beautiful designs.
Posted 15 Dec 2008

Topic: Waves

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Brilliant.
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Great addition, very enjoyable. Tasha
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Perfect for the season, Fantastic. Rapunzel.
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Thats me (image) on my way to climb the mountains , where is the sea .

Beautiful, Tasha, brilliant addition.
Posted 15 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Very moving, Rapunzel.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bohut achi,Wonderful Chandni.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ye to (roshni) chandni hai for sure. Bohut achi Chandni.
Posted 14 Dec 2008

Topic: Abhi sooch le

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:



Bohut achi,dobarra parne se aurr bhi achi.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom

Sunshine, aap bohut achi jounalist banein hein, Insha Allah.

Aapke close ups bohut entertaing hein.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

olldman said:

Memorable present you had for any Eid?

Career, Have you ever thought of starting your own business?
If yes what would that be?

My impression is you are a very good cook whats is your best?
and favourite dish?

Agle chand salon mein sayastdanon mein konsi barri tabdeeli lana chahein ghi.(apart from remote controled politician)

Aap ki raiye mein Tony Blair phone pe ban jaon to Zardari saab se baat hojai ghi?



1. Hmm mere Papa ne mujhe pazaib di thi jo mujh se usi din kho gyi thi but tht was really very beautiful.
aur han Last Eid per eidi mili thi aik bande se tht was special eidi..

2. Yup kayi baar socha hai i wish meri aik bakery ho meri Ammi kahti hain bus karo pastries khana tum aik bakery khool lo so mein bakery hi kholon gi

3. Mein aur cooking??? Mein ne aj tak gin k 4 dishes banayi hain wo bi majburan
But meri fav dish qeema hai aur mein sweet-dishes kafi achi bana leti hun

4. hmmmkoi khas change nhi ane wali mujeh tu yehi feel hota hai 2 bande ache hain(Shabaaz shareef & Imraan Khan) aur un dono ki tangain kheenchi ja rhi hain govt ki tarf se..phr bi umeed pe dunya qaim hai education & health sector mein kafi development ho gi InshaAllah!

5. Na na Sara Palin banein,Zardari sar k bal aye ga phone per


Lost pazaib, very sad.

Insha Allah. Education and health section, bohut khushi hui ye jan kar.

Bakery, wow great and very practical idea.

Aaj ke liye, thank you very much, aap meri tuti phuti,jaldi mein likhy post ko bohut achi tarah sambhal leti hein.
Abhi tang karna khatum nahi hua.



((hai na sad )) Sahi dukh ki baath hai.

((Abhi khush mat ho dua karain ye sach mein ho bi jaye Amen Sumameen! InshaAllah)) Insha Allah.

very practical

My pleasure lolz u mean abhu mazeed questions ane hain

koi nhi lage rahain






Bohut bohut shukarya, inaam aane wali kal, abhi sirf sawaal G.

Aap apni bakery (bussiness) kahan se shuru karein ghi?

Naam kaya rakhein ghi?

Aurr kitne J Bians ko partnership offer karein ghi?

Dur rahne walon ke orders ka kayaa intazaam ho gha?

Quality control kon kare gha.

Jaldi se shuru karein, oppneing pe sab JBs ko hona chaiye .

Keema aurr karela bohut mazze ki dish hai.Aaj itna hi.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Memorable present you had for any Eid?

Career, Have you ever thought of starting your own business?
If yes what would that be?

My impression is you are a very good cook whats is your best?
and favourite dish?

Agle chand salon mein sayastdanon mein konsi barri tabdeeli lana chahein ghi.(apart from remote controled politician)

Aap ki raiye mein Tony Blair phone pe ban jaon to Zardari saab se baat hojai ghi?



1. Hmm mere Papa ne mujhe pazaib di thi jo mujh se usi din kho gyi thi but tht was really very beautiful.
aur han Last Eid per eidi mili thi aik bande se tht was special eidi..

2. Yup kayi baar socha hai i wish meri aik bakery ho meri Ammi kahti hain bus karo pastries khana tum aik bakery khool lo so mein bakery hi kholon gi

3. Mein aur cooking??? Mein ne aj tak gin k 4 dishes banayi hain wo bi majburan
But meri fav dish qeema hai aur mein sweet-dishes kafi achi bana leti hun

4. hmmmkoi khas change nhi ane wali mujeh tu yehi feel hota hai 2 bande ache hain(Shabaaz shareef & Imraan Khan) aur un dono ki tangain kheenchi ja rhi hain govt ki tarf se..phr bi umeed pe dunya qaim hai education & health sector mein kafi development ho gi InshaAllah!

5. Na na Sara Palin banein,Zardari sar k bal aye ga phone per


Lost pazaib, very sad.

Insha Allah. Education and health section, bohut khushi hui ye jan kar.

Bakery, wow great and very practical idea.

Aaj ke liye, thank you very much, aap meri tuti phuti,jaldi mein likhy post ko bohut achi tarah sambhal leti hein.
Abhi tang karna khatum nahi hua.

Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Bohut khoobsurat, Chandni.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Amazingly simple, but a beautiful thought, leaves a lasting impression.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Rapunzel said:

olldman said:

Rapunzel said:

Aap ko kya hua Olldman


Topic ka title. Pyaara hai.

Bohut kuch. Waqat pe jo zain mein aye. Aisse waqat to jazzbaat se kaam liya jaata hai na.

Jawab niklwa hi liya aapne.



eh lo as usual confuse kar diya na


Ye to achi baat hai na, More fun jee.
Posted 14 Dec 2008

olldman

Age: 124
6225 days old here
Total Posts: 1942
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
Kuch baton ki jalakiyaen dekhne ko milli, Europe mein.

Bohut acha article, Sunshine.
Posted 14 Dec 2008