Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kekekek bohot khoob jee janabay aala mohtaram so far away sahib ...................app ka ishtandard tu app ka avtar dekh kay he pata chal jata hai............
Bakhuda agar 2nd one meray leye hota tu yahi swich mein ungliyaan dei kay kudkushi kaar leti...........app ki dua sei
ahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh kekekekekekek gussa nai gussa nai
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray kya yaar lagta hai ajj phir sall sei daant paari hai....................................hota hai duniya hai chalta hai............................bohot poorana nuskhaa.........aankheen bund........saanss aandar and feel you are alive
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
vesay tu meray pass apnay room ki photo shotoo koi nai paar agar app thora sa imagine kareen tu app mera room dekh saktay hain.........
sub sei pehlay tu apni aankheen bund kareen...nai oyee phir app parheen gey kesay kay mein kya imagine karvanay ki koshish kaar raha hoon............aankh khool lejeyee.
computer table jis kay upaar computer,Modem,TV Card,2,3 cup jo kay sall kay demagh ki tarha khaali hain, aik mouse kay sath sath meri tangeen be pareen hain...
Foam wali Kursi ,jo kabi kabi meray sir ki tarha ghoomti be hai.........
bed jo kay saray room paar apnay baap ki jager samaj kay kabza keye hoyee hai.........
kitabeen sh*tabeen(kahanioon wali),2,4 apni he tasveereen jinheen dekh kay Qurbaan janay ko dil karta hai..........................................
4 kursiyaan jin paar khud he bethataa hoon kabi kabi kue kay meray kamray mein koi ore GUSSNAY KI GURAAT NAHI KAAR SAKTA................
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye kya ho raha hai bahi yaha ...............Molana Romi ki Tasnifaat bayaan ho rahi hai ba-zubanay sall ...urdu mein tarjama karoo yaar hameen be kuch samaj ayee.......
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hahahah hehehehe hohohohohoho hamaray samnay tu baray baray out ho geya hain jee apna sall bibi tum kis kheet ki Bundghoobi ho...............................
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abi be wakt hai baaz aa jayeen apna naila jee...........warna sall ka hashar app kay samnay he hai............bechari ko nervous breakdown ka hatra paieda ho chuka hai....................ess nacheez ki waja sei..........................................
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hahaha hehehehe hohohohoho kekekekeke putar tumheen tu abi hona hai mujay ho chuka hai..........vesay pata nai woe nervous breakdown tha ya kya tha paar mein nein uss kay baad sochanay sei toba kaar lei hai kekekekekek......................... abb tu jub be koi soch aati hai mein MunaBhai MBBS kay Doctor jesay hansanay lugta hoon kekekekeke kaar kay........ essi leye mein tumharay serious topics paaar nahi aa raha tha kya faieda jee apni jaan ko aazab mein dalnay ka.....
kash beauty woe bunda tu khud charpai paar leeat geya hai uss din kay baad.................................pati nai kesi nazar sei dekha tha ussay ess aik aankh wali jadoogarni nein......
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khabardaar!!!!!!!!!!!!!!!!!!! aayee bewakoof larkiiiiiiiii agar tum nein Freedy the great the mazaak karnay ki koshish ki tu...................warna hum tum naila sei lugar-bugar bana dein gey..............
kekekeke mazaak pasand ayaa ..........vesay apna naila jee hum tu bardasht kaar lei gei zara apna kahyeee app mein be himat hai woe kya kehtay hain mazak shazak bardasht karnay ki
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cigrate mein barood hai............aby oyeeeeeee aik aankh wali jadoogurnii cigrate mein kya ho ga tambakoo kay sevaaa..........ore cigrate kay baray mein kuch nahi bolna na na shhhhhhhh shhhhhhhhhh.............cigrate kay baray mein woe kya aik ghutiyaa sei sher kisi nein farmyaa hai...............
Bewafa Mehboob sei Cigrate he acchi jalati hai paar laboo tuk toe aati hai
punjabi shanjabi paarni ho apna sall bibi tu hamari shagirdi mein aa jayeen ....10 killo mithayee ore 600 guz kapra lay kaar meri pagri shagri kay leye......
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
raat kay 3:30 ka time ho............meray ghurr ki chaut ho.....jaha sei dooor hasan abadal ore margalla ki pahariyaan nazar aa rahi hoon......hamooshi itni kay apnay he dil ki dharkaan sunayee dei rahi hoo...dil mein kisi ki talab ho........milnay ki tadraap hoo...........jeenay ki umaang ho.................aankhoon mein intazaar ho......mohabaat pai aitabaar hoo....bijli ki chamaak kay sath sath..........barish ki bondoon ki tip tip hooo............muti ki khushboo haar taraf pheeli ho......sardi baehisaab ho........koyelay be meray dil ki tarha ahesta ahesta sulaag rahay hoon..........akhriii cigrate hoooooooooooo.......ore kahi doooor koi ajnabi Fakir muhamaad ka kalam saif-ul-malook paarh raha hoo ......ess kay baad kis kambakhat ka khosh mein aanay ko jee chahayy!!!!!!!!!
Bagh baharaan Phool Hazaraan ...Baass layee Haar Pasayyy kitoo na ayee Booo Sajan dei......Umaar guzarii Aaasay.
Mun kala sharminda aasi.........ki teray dur aanwaan? mujrim cheecha mehraam karna....tera fazal suchanwaan...
kya baaat hai ess sher ki..........
Maan na kariyee roop kanay dei......Vaaris kon Husaan da ??
Sada na reh'saan shahaan hariyaan.....sada na phool chamaan da...
sub shikvaay giloon kay baad farmatay hain.....
Mangaay baajoo dein muradaan.......bayandaaz shumaraaan.. jo ehsaan meray tei keetay.........dum dum shukur guzaraan..
sorry sall mein nein tumhara topic kharaab kaar deyaa...woe kya hai na kay tabeyaat zara jazbati shazbati ho rahi hai............lug raha hai kaleeja phut jayee ga ore koi sunanay wala tu hai nai ess wakt ..........................kasoor tumhara hai ...na tum ye pics post karti na mujay ye juga dekh kay guzray hoyee din yaad aatay ore na tumharay topic ka ye haal hota.....
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kon sa ulta sedha ???????????????????????????????????????????????????????????? ???????????????????????????????????????????????????????????? ????????????????????????
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jee wakeyee buri baat........hameen mehngi mehngi lipsticks be nahi leeni chahiyee .........logoo kay pass khanay ko nahi kuch tu hum kue lagyeen surhi shurhi........mehngay mehengey perfumes ...kaam tu 4 rupay walay aatar sei be chul jata hai........mehangay mehangay kapray....halankay khadar mein isaan zeyada pursakoon rehta hai.....................ghar bananay ki be kya zaroorat hai jub khameay sei kaam chul sakta hai..............tarah tarah kay drinks kue payeen .....allah nein pani kis leye banaya hai............
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dafa dooor............abay oyeeeeeeeeeeeee moti aaqal waliiiiiiiiiiiiiiiiiiii hamesha tasveer ka aik he rukh dekhnaaa........... jin ki pakaar hoti hai un ka koi na koi kasoor hota hai......................lagta hai tum VEERZARA sei kuch zeyada he impress ho geye ho.............
khool ka bataooooooooo tum kehna kya chahti hoo.......kya ghalityeen hai hamari military mein........??
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye be khoob kahi apna sall ji..........sall becharay ko pata chala tumharay uss kay baray mein kesay khayalaat hai tu usay bohot dhukh shukh ho ga mashallah sei
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shkria shkria ..........khanay ko kuch milay ga bohot bhook lugi hai.............jub mujay bhook lugi ho tu meri sochanay samajnay ki salaheyaat khatam ho jati hai......jub aesa hota hai tu mein kuch be ban sakta hoon........................
Daar uss wakt sei aa nadaan insaan jub ye badrukh tujay chimat geye tu tera kya hashar ho ga