Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaha kya ho raha hai ???????????????????????????????????????????????????????????? ???????????????????????????????????????????????????????????? ???????????????????????????????????????????????????????????? ??????????????????????????????????????????
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jee haan sahi farmayaa muslim jee...
sahi kaha kash beauty jis paar guzarati hai usay he pata chalta hai...........aab ye tasvereen dekh kay hum pay jo guzar rahi hai woe hameen he pata hai...........
kya naa sall tumhara tu demag he ulta hai........mein tu uss artist ki tareef kaaar raha tha jis nein ye photo li hai.......kya baat aay......kya baat aay.......danday shanday sei hameen na daraooo apna sall bibi.......balkay unheen daraoo jo aesi pics khinchwati hain.................................
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
military ki duty hondi hai kay apnay afsaroon ka khukum manana wagera........mulk ka dafa karna.............koi museeb aa jayee mulk paar koi tufaan shufaan koi zalzala shanzala tu logoo ki madad karna .......essi tarha agar koi bura politicion mulk ko chimaat jayee tu uss ko kehna aik minute uthna zara woe uthay u jhut uss ki kursi pai beth jana mulk kay faiday kay leye ..........abi zara masroof hai apna sall jee warna aap ko sahi tarha samjatay kay military ki kya kya duty hoti hai........
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
toba hai bayee aik tu duniyaa mein koi khubsuraat be na hoo.....jesa dekhoo munaa hath dooe kay pechay paar jata hai.......................sharam hayaa tu pass sei be nahi guzri nigoor maroo kay....................oyee badhshah tumharay ghar bahi ,beta nahi hai kya ???????
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
abay oyee jis din mein tupaaaaaaaa na uss din tumheen lug pata jana hai.....................hum mein woe tapnay walay jaraseem he nahi hai.......woe tu mein zara vesay he tumhara shughal mughal luga raha tha........
hay mein maar jawaan kash beauty kin ka naaam lei leyaaa.saima punjab ki juta teray sadkay qurban,mira sehri ki nagin uss pay tu pharak janay ko dil chahta hai......nirma kay tu kya he kehnay hain dil chahta hai kay busssssssssssssss.............
app ko kis nein keh dea janab kay kashmir mein kashmiri martay hain..................kashmir mein pakistani marti hai........woe kya hai na jee kay kashmir pakistan ka hisa hai...........................vesay be apnay fauji jawan he lartay hain waha paar........kashmiri becharoon mein itni himat kaha.........
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kon sei edhar udhar panga apna sall jee ??????? zara wazahaat tu karen.
hum kue mananay lugay jee kay american military jo kaar rahi hai sahi hai............haam american zaroor manay hai............agar hamari military kuch karay tu hum be zaroor manay gey........
theek hai na jee haam paar be agar kabi aesi museebaat ayee tu hum be aesa he kareen gey jesa americans kaar rahay hain........
budhmat sei murad ye thi kay sirf woe waheed koom hai jin ko agar app thupaar be mareen gey tu woe dosraa gaal be aagay kaar dein gey.....kay maar lei beta tumhari koi hasrat dil mein na reh jayee.....baki aesay nahi.....
dhungay fasad honay chahiyee ....woe kya hai na zara roonak shoonak lugi rehti hai.
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mashala mashala kash beauty ki beautiful bateen sun kay kaanoon mein shehaad ghul geya................
kon sei fahashi ???????????woe be pakistnai filmoon mein ???? ajee humeen be bateen na woe movie hum be zara aankhoon ko thundak pohancheen....
bilkul sahi kaha pakistan mein tu sub choor luteray rehtay hain..........haar taraaf loot maar sei machi hai................loog tu jaeeboon ko be Talay lugay kay rukhtay hain..........................bohot khoob jee.......app pakistani nahi paar app ka mashaheda kamal ka hai.......
haan jee ye tu hai......................jayeez haak aaj tuk kaab kisi ko mila hai...................masla tu ye hai na jeee haar banda chahta hai woe mulk ka ameer tareen aadmi bun jayee.......usay jub woe nahi milta tu woe kehta hai mujay tu mera jayeez khaak nahi mila wagera wagera...........
buss jee kya bateen app kay khalayaat sun kay tabeyaat baagh baagh ho geye ...walla Kalab ko sukoon ka sa ehsass ho raha hai......
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ghalat
sevayee budhmat kay mananay waloon kay haar koi marnay marnay kay leye tayaar hai.......
mazhaab ka sahi tasavver kisi be koom kay pass nahi......agar hai tu bataoo kon sei hai ?
ye be khoob he bongi hai.........zahar hai jo apnay mulk sei pyar karta hai woe uss paar qurbaan honay kay leye be tyaar rehta hai...........and i don't think koi pani mulk sei pyar nahi karta.......
police hahaha hehehe hohoho another bongiiiiiiii ........
koi pagal he ho ga jo kisi ore mulk ki military sei love karta ho ga............
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jim kaar nahi woe bechaara tu baara dheela sa khara ........uss sei kinoo jo nahi leye tum nein....kanjoooos makhi chooooooooos.............vesay aaj mein specially ess banday ko dekhnay geya tha taxila mujay tu nahi mila.......................ore ye dil vil ki baat tum rehnay he doe apna sall bibi.............
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
woe kya kehtay hain baray bhooray apna sall bibi aesay mokay paar kay uss ki umaar lumbi hoti hai jissssss wagera wagera jis ka naam lo ore wo aa jayeeeeeeee.....
tum julti he rehnaa ......saaru saaru saaru saaru........
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:
Gordavara Punja Sahib jaha haar saal sikh zeyarat kay leye aatay hain(essi leye ess saal sall be ayee hai zearat ko)....bahir sei dekhnay sei ye emaraat koi Government school lugti hai.....yelow pait hai ess paar.....ye uss kay main gate ki pic hai.....jis kay samnay hasand abdal ka mashoor-zamana bazzar urff aam mein lunda bazar be kaha jata hai.......jaha cheezeen bohot sasti sasti milti hain.......
gate sei undar ayeen tu sub sei pehlay ess building paar nazar jati hai jaha punja sahib ki akhri aaramgha hai.......jaha sikh matha teektay hain
ye woe pathar hai jis kay baray mein mashoor hai....kay aik dafa hasand abdal ki pahari ghirnay lugi thi tu unhoon nein apnay hath sei esay roka wagera......jis ki waja sei un kay hath ka nishan ess paar reh gey.....
ye jo pani aa raha hai ye aik talab hai Gurdavaray kay center mein jaha nahanay sei sikhoon kay saray gunah jaar jatay hain.........(gunah jaryeen na jaryeen magar app ko yaha nahanay sei KHURAK zaroor paar sakti hai)
enn machlyoon kay baray mein ravayaat hai kay en ko agar app hath mein pakrayeen gey tu ye khoon bun jayeen gey..................kuch saal pehlay tu bohot bari bari machliyaan thi yaha.....magar aab logoon ko pata chala geya hain en ko hath mein pakranay sei na ..paeet mein utarnay sei khoon banta hai.........
i think ye gurdavay kay undar ki emart hai ??? mein yaha nahi geya kabi
Sara Hasan Abdal he takreeban aesay he gheroon ka hai....abi tuk waha neye gher bananay nahi shuru hoyee kue kay ghar aik dosray sei kuch ess tarha juray hain kay aik dewaar be geranay sei pooray muhalay kay ghirnay ka aandesha rehta hai............vesay shaied tum androon muhalay mein nahi geye..........looks romantic to peoples like us paar un sei pochoo jo waha rehtay hain.
hayeeeeee bachpan mein hum aksaar yaha aatay thay.........ye aik Gardan kay undar wakeyee hai ....uss gardan mein hum patangeen lotatay thay.............haaaaaa koi lo ta dei woe pyaray pyaray din............vesay vakeyee ye kisi hakeen ka makbara lugta hai kue hai yaha sei hamesha PHAKI ki khushboo aati rahti hai................
ye ussi bagh ka main gate hai............ore ess kay baray mein ravayeet hai....kay yaha shehzada Lalarukh ki rukh rehti hai....jo apni shehzadi lalzar ko dhoond raha hai............ussay aaj tuk nahi mili tu hameen kya milay gey yehi soch kay hum nein mohabaat na karnay ki kasam kha rukhi hai...............................vesay shaied tumheen yaad ho shuru shuru mein jub mein ayaa tha Jb paar tu mein nein stories ka aik silsala shuru kaya tha Jinoo Bhootoon kay sachay Wakeyaat kay naam sei.......woe story essi eelakay kay thi.........
Ye abb sall hameen apnay ghar lei ayee hai. ahhhhh kekekekeke
Yahan khana khaya hum ne .............wesay mein yaha kabi nahi geya khana shana khana pata nai kon sa juga hai.......
aur hum phir bhi beemar nahi hue
ye tum meray city kay bilkul samnay GT Road sei guzar rahi ho ore jhoolay kay pechay jo Ebaraat likha hai woe ess tarha hai.....Eido Aankhoon ka Hasaptal...jaha sei sall nein apnay leye 16 number ka Chasma banvayaa tha.....Mr Sall Jhoola lei raha hai.........ore Mrs Sall apnay Kochoo Pochoo kay sath kheeri hain...
yeh JB members jab jb pe nahi hote to yeh kar rahe hote hein
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sall nein ghonsa maara tha.........tumheen tu pata he hai uss ki sehaat ka..................................kinoo choori kaar rahi thi mein nein mana keya ore dekhoo ess nein kya kea
Age: 124
7417 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
permission ki baat khoob hai................aik wo becharay ki pic saray zamnay mein lagati phir rahi ho ye kah kay ................woe mera sall hai........
uss sei permission lei hai kya boloo boloo tell tell