Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
LOL@debate you don't have any opinion you talk like a baell walking around a Koloo
well little young man if azhaar is better then shabbir than why he is out so long ??
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
look they didn't give him a chance even against kenya
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sunzz ji b block mein aap kisi sei be poch lena ess wakeyee kay baray
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abay hata savaan ki ghata apun nahi darta kisi sall vall sei ....

raja jee fikaar kue kartay hain app ko vilaan ka he role milay ga ...magar hamari film ka vilaan thora shareef hai ..larkioon ko chernay ka koi seen nein uss ka ..haan juteyaan parnay ka aik seen hai us ka
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
blood pressure Low hota hai uss wakt kafi low doc nein be kaha tha kay namkeen chezeen zeyada khaoon
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
wakeyeee wo insaan bohot aqalmand tha jis nein kaha tha jaheloon sei behass karnay sei hamoshi behtar hehehehehe
Posted 15 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Hey Guys i have found another story for you It's a sacha wakeya ..

June 1948
Hasanabdal (near GurDavara)

A gar kisi ka kabi Hasanabdal jana hoa ho tu woe janta ho ga kay hasanabdal mein sikhoon kay wakt kay poranay poranay ghar hain ..
kaha jata hai kay poranay waktoon mein sikhoon kay aik muqadass guru waha rehtay thay ..Jin kay naam sei aik bohot dilchasp wakeyaa be mansoob hai k aik dafa pahari kay upaar sei aik bohot bara patha tut kay nichay ayaaa ore unhoon nein usay apnay punjay sei roka ....Un kay punjay ka nishan aaj be aap waha dekh saktay hain.....jaha woe pathar rukha geya usay punja sahib ka naam deya geya jo ajj sikhoon ki aik muqass juga hai jaha haar saal hazaroon sikh india sei usay dekhnay aatay....


....



uss sei be pehlay waha aik bazurg ka bohot churcha hoa jin ka naam Hasan tha ore Rohaniet mein un ka darja Abdal tha mutlab sheher ka kotavaal Un bazurg kay naam paar sher ka naam rukha geya HasanAbdal....

Esee HasanAbdal kay Androon muhalay mein aik larki rehti thi naam tu uss ka noreen tha magar sub pyar sei usay nazoo kehtay thay....nazoo thi be bohot pyari ..Ghar mein sub sei chooti honay ki waja sei sub uss kay nazz uthatay thay jis ki waja sei woe thori zidi ho geye thi..jub tuk apni baat na manva leti usay chaien na aata tha ore jo cheez aik baar uss kay demag mein sama jati haar qimaat paar usay pora karti....Baki ki kahani suneyeee Nazoo ki Zubani.

Hum sub saheleyaan aksaar shaam ko ghar ki Chuaet paar chaar kay uss baag ko dekha karti thi jis kay baray mein mashoor tha yaha shehzaday lalarukh ki Ruh aati hai ..apni shehzadai lalazaar ko dhoondnay kay leye....ye baag sikhoon kay gurdavary kay bilkul samnay hai....




Yun tu mujay kahi be janay ki aazadi thi magar baba nein mujay kabi uss baag ki taraf nahi janay dea tha ore mujay sahti sei uss baag ki taraf janay sei mana kea tha...
Garmeoon kay din thay ess leye hum sub ghar walay chuaet paar he sotay thay jub sub so jatay tu mein aksaar uth kay baag ki taraf ghentoon dekti rehti ....aik din aesay he mein khari ho kay baag ki taraf dekh rahi thi kay acchanak baag ka aik hisa roshaan ho geya ...roshani ka rung be ajeeb tha na woe white thi na woe yellow na orange woe tu kuch ore he kisam ki roshani thi ..insan ko apnay sehar mein chukaar denay wali roshani .methi methi sei roshani ...mujay aesa mehsoos honay luga jesay mein koi khooab dekh rahi hoon mujay apna wajood bilkul halka phulka lugnay luga bilkul aesa mehsoos hoa jesay mein hava mein taeer rahi hoon...mujay halki halki avazeen ani shuru ho geye jesay koi mujay pukaar raha hai Nazoo Nazoo Nazoo ..acchanak mujay kisi nein apnay mazboot hatoon mein pakaar leye ..meri aankoon kay aagay andheera chana shuru ho geye ore awazeen be ahesta ahesta halki honi shuru ho geye ..enn awazoon mein aab ore be awazeen shamal ho geye jesay bohot sei loog mil kay shoor macha rahay hain ..magar meri aankoon kay samnay aandhera ore ghehra hota geya ...shaied shaied ye maut ka aandher tha........

                             To Be Continued......
Posted 14 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Shabbir is a match winner but Azhar is not
Posted 14 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rafia jee apnay allama Iqbal sahib farma geye hain .Wajooday Zun(girl) sei hai tasveeray kaynaat mein rung.......Hum theray Iqbal kay shaheen aab un kay kahay ko tu nahi taal saktay
Posted 14 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Director aa geya maedaan vich hayjamaloo......Vareen hamaray bager he sari film ki cast select kaar lei tum logon nein vareen haam sei mashvara be nahi kea....chaloo theek hai jesi tum logoon ki marzi magar script ore song mein he likhoon ga ...tu song ready hai ess ko gayee ga kon ye tum ko decide karna hai.

Ek larki thi moti sei
Naam tha uss ka sall
khati thi wo pathay chara
pati thi dhamal
Ladrti thi woe bundeyaan varga
karti thi kamal!
chalti thi jub thumak thumak kay
lay aati bhoonchal
mun mein uss kay pani aa jayee
dekhay jub ladoo ka thaal
lugay bilkul muj vargi
nenoo ka jub payee jaal
naak uss ka tootay varga
bulkhatay lehratay baal
parhay gey ye gana jub wo
ro ro kay hojayegey behaal
chean lei hum sei hansii fraudya
abb kay charha ye kesa saal

ek larki thi moti sei
naam tha uss ka sall
kekekekekekekekeke
Posted 14 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sath wali aunty kekekekekeke hooon pata luga
Posted 13 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bhulay ka tu zamana he nahi raha
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
x-ray kue
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lagta hai tumheen daranay he paray ga HoHaHaHa..HoHaHaHa mut bhooloo kay tum ghaar mein akeli ho
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
WELL AZHAR IS NOT AS GOOD AS SHABBIR BUT HE HAS THE POTENTIAL
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
JUST IN FIRST MATCH AFTER THAT THEY GOT THERE MISTAKE AND PLACED AFRIDI TO 6 AND THAT IS WHAT I SAID
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
meray rishtay paar hain na bachoo
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hi doc mein app ki batayee hoyee davee lei raha hoon and it works too but jub bei mujay bohot zeyada gussa aata hai ya pareshaani aati hai meray halaat phir vesay he ho jati hai :(

agar app meri bemari kay matalik bhool chuki hain tu meri parchi app ko ess topic kay 4th ya 5th page paar mil jayee gey

aik ore cheez meray sir ki backside paar dabaoo sa rehta hai pain nahi hoti but aesa lugta hai jesay sir ka pechla hisaa kisi nein dabaa kay rukha hoa hai...even gurdaan sedhi nahi hoti ..esaa lugta hai jesay koi bhooj rukh dea hai gardaan paar jis ko utha kay chul raha hoon..

jub gussa ya pareshaan hota hoon uss wakt zeyada hota hai ore agar na hoo raha hoo tu jub walk karta hon tu 200 ya 300 qadam chalnay kay baad ye shuru ho jata hai chala be nahi jata essa lugta hai jesay pechay sei koi sir ko pakar kay juka raha hai..and blood pressure be almost low he rehta hai.. haan aik cheez ore agar mein nein koi cap pehan rukhi ho tu ye bilkul nahi hota ya mein sir ka pechala hissa daba kay rakoon tu be nahi hota magar jub dabaoo hatata hoon tu chakaar sa aa jata hai..

app mujay bata sakti hain ye kya hai ?? ore kue hota hai ore ess kay leye koi davayee wagera


I need informations about kala yarkaan ess ki elamateen wagera kya hai
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
veid qurana parh parh thakke
sajde kardeyan ghis gae mathay
na rab teerath na rab makke
jiss paaya tis noor anwar..
ishq di nawein nawein bahaar..


nice shari agar mein charus ka sota luga kay parta tu mujay zeyada maza aata

here is my shaeri it also require a churs ka sota

tu nei atta kia mei nei bhoola dea
tu nei phir sei dea na shukir kea na shukar kea
tu nein ore dea deta he geye deta he geya
mun moor leye dareyaaoon kay mein nein hava mein urna sekh lea
meri agli nazar sitaroon paar phir be mein teray saharoo paar
teray rung rung tery rung rung

mein jaha be jaoon duniyaa mein teray jalvay meray sung sung
teray rung rung teray rung rung


mein zaat paat mein unch nich mein ore firkon mein bata hooa
jo sacchi ko dhundla dei dil aesi ghurad sei aata hoa
shikva nahi jism ki mati sei ore rukh be aab betaab nahi
teray khumam pei chulna aik taraf tera naam be lena yaad nahi
kum sei kum muj ko lota dei woe rukh ore jism ki jung jung
teray rung rung teray rung rung

Mein jahaa be jaoon duniya mein teray julvay meray sung sung..


vay buliyaa asaan marna na he ghoor peyaa koi hoor ghoor peyaa koi hoor....

na mein mooman vich masetaan na mein vich kofaar deyaan retaan

na mein pakaan vich paletaan..na mein mosa na firaoon

ki jaana mein kon ?? ki jana mein kon

Vay bulea asaan marna na he ghoor peyaa koi hoor
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:


mujhe fikar jahan ki kyun ho
jahan tera hai k mera
hai to ussi ka par hum bhi to ussi k hein naaaaa




u r rite me ne jaldi mei parha tha, may b i missed something,,, will reply in detail later abhi to khana tak nahi khaya..
bass aik baat,, agar mujhe iss baat ka koi yakeen dila de k hazrat eesa n imaam mehdi hamari zindagi mei hi a'ain ge to me fikar karna chor du gi


khuda ko paane ya islam pe chalne ka tasawur yeh hai k me jo karu soch samajh k karu,, namaz parhu par iss liye nahi coz sab parhte hein, same with roza wagera
aik baat jo hum sab log bhool jaate hein woh yeh hai k Allah miyan sirf niyyat dekhte hein,, He doesnt need our namazein



laterzzzzzz..
humein zooorrrrrrrr ki bhoook lagi hai, kuch khane ko na mila to hum yeh dunya kha ja'ain ge



haan usee kay hain um sub ore woe apnay bandoo ki fikar karna hum sei zeyda janta hai

here you are not getting my ponint actually haar cheez pehlay sei tai shuda hai agar duniyaa ko burayee kay rustay pay na chalna hota tu emam mehdi ore khazrat esaa kay aanay ka wada he na kea jata..........aab chahee tum kuch be kaar loo ..duniya nein uss stage paar pohanch kay he rehna hai jaha unheen emam mehdi ore hazrat esaa ki zaroorat paray..



khuda ko paane ya islam pe chalne ka tasawur yeh hai k me jo karu soch samajh k karu,, namaz parhu par iss liye nahi coz sab parhte hein, same with roza wagera
aik baat jo hum sab log bhool jaate hein woh yeh hai k Allah miyan sirf niyyat dekhte hein,, He doesnt need our namazein

ess tarha hum khuda ko paa leein gey ??
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
So girls Here your search finish

Im

1)caring,loving,decent+witty(Not much)
2)loving
caring
sensible
intelligent
brave

3)i need you

4) look at my looks ya sure Love n Security (emotiona,financial ,physical)

What are you waiting for Grab your fav personality
this offer is only valid from 12 sep to 15 sep so hurry it's a goldan chance for you
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
khuda un paar rehmaat karay ore unheen musebatoo sei larnay ka honsala dei
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
vasay kurioon ko be murgi banatay thay ?? zara tasaveer karoo janubabi,suzz,friend16,sall,wafa,sanasana murgi bani hoyee kesi lugti hoon gey
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tumheen dei doe huh mein khud na becch kay ameer ho jaoon
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
accha serious mashvara ...Aaloo lay oday chotay chotay chotay chotay piece kaar ...aik frypan lai oday vich Sufi da taeel pa onooo halki aag tei rukh dei ..thora jea garam ho jayee tei fatafat aaloo uday vich pa dei utoon aik aik chamcha mirach tei loon pa fir jidoon aaloo laal hon lagan tei 5 aanday lei unaa noon toor toor kay vich sutdi ja tei chamach naal hilandi jaa 2 mint baad dish tayaar ..aapi vi kha tei lokaan nun vi khua ...

Note:- ess dish dei kamyaabi da raaz aai vay kay tu kidi juldi aaloo vich pani vein ore aik aanday tei dojay aanday da vakvaa 2 sec tu zeyada nai hona chaeda..

meray kaar valay vi laore gey dei nein tei mein ve ahee khana peyaa vaan aapi paka kay
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jo be pakaooo gey mein kha loon ga ..baki rahay chantoo ore pantoo woe bread paar guzara kaar lein gey kekekeke
Posted 12 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
buss director ka faisla aik hota hai ...jo keh dei so keh dea
Posted 11 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
agar gharara pasand nahi tu Ghobara hota hehehehe agar ye be nahi pasand tu Aaloo-buhara hota..
Posted 11 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sunzz tum MT mein kis block mein rehti hoo ye kisa B block ka hai..

sacchi sharara jee vesay agar app ka naam sharara ki juga gharara hota tu zeyada accha lugta hehehehe
Posted 11 Sep 2004

Freddy

Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm!

lagata hai poora nahi parha tum nein ....accha tum he bataoo khuda ko panay ka kya rusta hai ??? ore khuda ko panay ka kya tasavoor hai tumharay demag mein ??? okay you said khuda ko dhoondnay ka rusta undaar ki taraf jata hai bahir nahi ....Ye undaar kya hai ore kon sa rusta undaar ki taraf jata hai ??

jesus kay buet greek culture nahi balkay Roman hain that's why peoples called them RomanCatholics.

here i agree with you kay hum apnay rustay sei thora bhutak geye hain...hum nein Apni rehnamai ki kitaab sei rehnumai lenay ki bajayee ..usay khusboo mein Lapaet kay Uncheen jagoon paar rukh dea hai...Hum logoon kay leye Quran sirf Sawaab ka zareyaa he reh geya hai....do you have an idea hum kesay logoon ko islam ki rukh sei roshanass kaar saktay hain ?


ya aab koi nabi nahi ayee ga lekin tum Emam Mehndi or khazraat aesa ko kue bhool jati ho jin kay aanay ka wada kea geya hai...woe ayeen gey ore khud he sub kuch theek kaarlein gey...hameeen en sub bataoo ki fikaar karnay ki koi zaroorat nahi...ore na hum mein itni takat hai kay hum enn ko sahi kaar sakeen.... Hameen bhutakna he tha kue kay khuda ko ye he manzoor tha....agar ye sub na hona hota tu khuda kabi be Emam mehndi ore aesa kay dobara aanay ka zikaar na karta.....buss chup kaar kay afoom ki goli khaoo ore soti rahoo..........................yaha mujay kisi kambahaat ki aik baat yaad aa geye jo uss nein khuda sei kahi............MUJAY FIKRAY JAHAAN KUE HO ? JAHAN TERA HAI YA MERA ?
Posted 10 Sep 2004