Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
CHOOSE ONLY ONE ye 2no kya hoa ??

kesay

haar ya jeet
Posted 21 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
whatever!!
Posted 21 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye he baat app NB ko be keh sakti thi i think he started first
Posted 21 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kue nahi jee agar koi khilanay wala ho tu kick be buri nahi khanay kay leye
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
NB payee jaan app sei aesi he baat ki umeed thi mujay
vesay tissue sei behtar lipstick hai suna hai uss sei hazma be behtar rehta hai...ore meray khayal mein duniya mein jitni lipstick bunti hai uss ka 70 percent hisa tu murd kha jatay hain
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jub punga ley he leya hai tu phir chungay buray sei kya darna chavara jee damn man actually mujay naam yaad nahi rahtay
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hey i found some bhoot places in lahore and karachi will tell your there stories later
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
haan mehfil ko thund lug rahi thi kisi nein aaj be nahi jalayee tu jum geye bechari
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
pehlay janubabi ka tu translate karoo

okay i try

sally(name) sea shells bechati hai sea shore kay zareyai
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tum passport ho mein samajta raha humen ho
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
script buss final ho raha hai miss ghubara ouch mera mutlab hai miss sharara ore offcourse app he leading singer hoon gey kue kay film mein koi song nahi
Posted 20 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jawab desaa kisi din mood zara uss tara da ho lein they
Posted 19 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye kesa aandher hai k
koi haredata he nahi
Posted 18 Sep 2004

Topic: i need help

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
and suzzz jaha tuk tumhari baat ka taluk hai kay paki larkiyaan kabi be apnay parents kay against jana pasand nahi karteen ..tu app ki etlaa kay leye eraaz hai uss larki nein tu bohot koshish ki thi kay kisi tarha he sahi chahay bhaga kay he muj sei shaadi kaar loo but larka nahi mana tha
Posted 18 Sep 2004

Topic: i need help

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
YES the answer is 3) larkii ki shaadi ho geye saudi sei and now she has a cute chintoo looks like shez happy with his family but Who knows really shz ? anyway larka aab haar wakt nashay mein doba rehta hai and near to die (he choose a different way for khudkusi) hum usay samja samja kay thuk chukay hain but he don't understand infact he don't want to understand anything.


Posted 18 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
NB Bahi tum Kitkat kay publisity manager tu nahi

ya right mein be breakfast nahi karta hala kay mujay koi kaam dhunda be nahi paar phir be...


hey queen koi aesi chezeen bataoo jo heavy na hoon magar insaani jism ko jin jin chezoon ki zaroorat hoti hai healthy rehnay kay leye un ko poora kareen....

what are the ideal things for Breakfast ...lunch...and dinner in your opinion.
Posted 17 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
me jo hu....mein be tu hoon
Posted 17 Sep 2004

Topic: i need help

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaal dasaan ga
Posted 17 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sall lugta hai tum paar aik ore song likhna paray ga

friend16 ye film baan kay rahay gey chaheee mujay kisi ka hoon he kue na karna paray
Posted 17 Sep 2004

Topic: i need help

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
okay friends tell me just in two lines ...ess lovestory ka end kya ho ga..

1)KYA LARKA ORE LARKI BHAAG JAYEEN GEY
2) KYA LARKI KAY GHAR WALAY MAAN JAYEEN GEY
3)KYA LARKI KI SHAADI SAUDIARAB WALAY LARKAY SEI HO JAYEE GEY
4) KYA LARKA KHUDKUSHI KAAR LAY GA

assal mein ye kahani one and half year pehlay ki hai ore ess ka end be ho chuka hai aap logoon kay jawaab kay baad mein bataoon ga kay ess ka end kya hoa tha ...ore kya wakeyee essa hona chaheyee tha
Posted 17 Sep 2004

Topic: i need help

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
¥Á§-D said:

ok 2 days only

another laughable love story



thanks MR D
ya laughable 4 u but not 4 every1

SALL said:



new movie hai kya




hehehee...
acha okk agar sahi baat hai to,,, it s simple
if they really really love each other to that guy will manage to have a nice job and he ll understand his reponsibilities later
parrrrrrrrrrrrrr.. risk hai na yarrr
financialy stable na hua woh baad mei bhi to dono hi aik doosre ka sir phorein ge


khair yeh to unn k apne sochne ki baat hai
just one thing,,,   yeh kurbani wagera kuch nahi hota
sab bakwas hai,, apni jaan churane ka aik tareeka hai

4 suggestions jo ap ne diye sab galt
dono shadi kar lein,, simple
bhagne ki zaroorat nahi,, aram aram se tehelte hue ja'ain
darr hai kya kissi ka
aur yeh amma abba sab nakhre karte hein
shadi ho jae gi to sab theek ho ja'ain ge

khudkushi ki abhi zaroorat nahi,, shadi k baad pb hui to kar sakte hein..
khallaasssssssss..
and plz hamein invite karna na bhoolna




woe larka kehta hai mein Rehri laga lun ga ...mazdoori kaar loon ga ore larki ko be koi etraaz nahi...larki be kehti hai woe job kaar ley gey ..
Shaadi tu woe sirf baag kay he kaar saktay hain kue kay larki kay ghar walay kabi nai manay gey....jee nahi tumheen invite nahi karna tumheen kaar leye tu barati kya khayeen gey


SanaSana said:



yes another heartbroken

well,wo log i mean wo dono ziyada apney halaat ka tajzeeya ker saktey hain i mean acche tareeqe se
ab hum koi suggestion de bhi den tu hum ko tu sirf wohi pata hai na jo faradiya ne bataya hai
tu...
well mera khyal tu ye hai ke jab lerkey ke passapna kuch bhi nahi even ke job bhi nahi hai
tu wo lerki ko bhaga ker ye apna ker kiya karey ga
dono ki life hi upset ho jayege
sirf majnoo or laila ban ker dour reh ker tu zindagi baree khubsooruti se guzari jaa saktee hai lekin jab practical life main aateyhain tab lag pata jata hai
u know na ke "All are glitters in not the gold"
her chamktii hoyee chez sona nahi hotee
or haan koi shuk nahike waqyee wo dono aik dousrey se sacchi mohbat kerte hon....but jo halaat hain uskey paish-e-nazer tu kuch theek nahi lag raha
jab ke parents bhi raazi nahi hain
life main sirf love kerney se hi tu sarey masley hal nahi ho jatey
aagey ka tu kuch pata nahi
future ke bare main kon kiya keh sakta hai
ke lerki aagey jaker larkey se ye kerka aagey jaker Allah na akrey lerki ko dhoka de de
phir lerki ke paas tu wapsi ke sare rastey band ho jayengey na...!



TeenTracker said:


Sana it is the fact that you metioned.Life is ough enuf . It is very hard to spend life with only love .Some basic needs are important to fulfill . I personally think girl shuld realize that it is not only betterment for these two but also for their next generation.




hmmmm tumharay kehnay ka mutlab hai larki nein bewakoofi ki uss sei pyar kaar bethi jis kay pass kuch be nahi....magar abb tu woe kaar chuki...
chaloo ye suppose kaar letay hain kay larki ki saudiarab walay larkay sei shaadi ho jati hai...tu kya ye uss larkay kay sath zeyadati nahi ho gey...
asaal mein woe larki un stupid larkioon jesi hai jo jis sei aik baar pyar kaar ley sirf usi ki ho kay reh jati hai ..dosra koi lakh kuch kaar lay woe apni juga sei nahi hilten...
jaha tuk life upset honay ki baat hai ..tumharay khayaal mein jin kay pass sub kuch hota hai kya woe khush hotay hain ?? Un ki life upset nahi hai kya ...meray khayaal mein tu zeyada hoti hai...
In my opinion shaadi shuda life ko accha ya bura banana larki kay hath mein hota hai..insaan ki basic need agar poori ho jayeen tu i think insaan khush reh sakti hai ..like house ,cloths,food and love
yaha problem ye nahi kay larki kya larki uss sei shaadi karna nahi chahti ya uss kay demag mein kisi kisam ka khoof hai kay ess sei shaadi kay baad mein secure reh sakoon gey ya nahi ...believe me larki is very brave ..she said tumheen kaam karnay ki koi zaroorat nahi mein kaam karoon gey tum sirf muj sei shaadi kaar lo chaheyee jesay be.
Posted 17 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ore app miss chavara oopss imean miss sharara
Posted 17 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ye tu sahi kaha app nein friend 16 mein wakeyee app ka koi mashvara nahi manoo ga or audience ko yani app ko itna intazar hai film kay script ka uss kay release honay ka tu ye film bhala flop ho sakti hai kya
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
apun nai darta kisi bhai loog sei ore mafia ki tu aesi ki tesi ..apun film dabay mein bund karva ley ga magar jhukay ga nahi

agar apun ka bheja ghoom geyrala na tu baray baray mafia or bahi loog apun kay panoo mein aa jatay hai kya samjay ? Apun DaDa hai DaDa bhai nai..


friend 16 app he kuch mashvara dei na app ko tu sirf bateen he karni aati hai woe be negative
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lol yaar you are really bacha loog imran nazir nein kya kea jo usay chance dein ??
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
thanks queen
hey i don't know about Haemoglobin level what is that ??

Mr NB usually in low BP ppls take spicy things but chocolate ?
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
abay villan ko juteyaan he parti hain tumheen be pareen gey ore sall he maray gey paroos wali aunty....

huh producer apun ko halkat samja hai kya khali peli jo bolay ga apun manay ga ...

saieeen kaal hamari film ka mahoorat hai ..methay chul pakay gein aa jana sotaa laga kay
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kaal ajj mood nai
Posted 16 Sep 2004

Freddy

Age: 125
7451 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
essay logoon ko punjabi mein chudu kehtay hain
Posted 16 Sep 2004