Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks Yas for liking my story actually hum sub dost sardiyoon mein aaj jula kay jinbhootoo kay kisay shuru kaar detay hain..meray pass bohot sei stories hain agar tumheen pasand hain tu mein tum ko sunata rahoon ga
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sahat sardi paar rahi thi ...hum 5 dost jo kay pancho kay pancho he Velay hain aksaar raat kay 3 bajay tuk tandoor paar beth kaar logoon ki buraeyaan kartay rehtay thay...uss din be beth kaar uncle jimmy kay apni nokarani kay sath taza ishq ki bateen kaar rahay thay...kay bilkul samnay nawaz sharif park wali road sei hameen aik sayaa sa chalta nazar ayaa..uss ki chaal mein halki sei larkharahat thi...sub sei pehlay usay imran nein dekha jo kay aksaar hamen apni bahadari kay kisay sunata rehta tha...uss nein haam sub ko uss sayee ki taraf matvajoo karnay kay leye kaha wo dekoo kya hai ( ye tu uss nein hameen baad mein batya kay uss nein ye kaha tha warna uss wakt tu uss ki awaz bilkul aesi nikli thi jesay changa manga kay jungle ki poorani train ki seti nikalti hai)...
hehe baki khud read karoo...mein nein itni mehnat sei likhi hai koi read kaar kay bata sakta hai kay mein kahaneyaa likh sakta hoon kay nahi ???? actually mujay ye khush fehmi hai kay mein writer bun sakta hoon
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SALL said:
jiiiiiiii nahi.. darti hai meriiii billliii kisss mei himmat hai k mujhe haath lagaae
ooo chaaakkkk de challenge apun ko challenge hum kahin gusse mei aa k kissi aur se izhar na kar bethein
plz stop me
tumhari billi yakenaan meray bilay sei darti ho gey jub jotay sei kaam chul jayee tu hath luganay ki kya zaroorat hai oyeee chuk deyaan gey gusssay mein tum ore kya kya karti hoo
Age: 124
7414 days old here
Total Posts: 2288
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oyee bewakoof kuriyooooo tum haar wakat hamaray baray mein he kue fikarmand rehti hoo larkay ayesay hotay hain larkay vesay hotay hain koi ore kaam dhunda nahi hai kya duniya mein